Khana time se kha lena!
Bahu kab la raha hai?
Tere shaadi ke liye hi toh bacha ke rakha hai yeh sab.
Ghar kab tak ayega?
Aaj tere pasand ka khana bana hai
Kabhi ghar pe bhi baith jaya kar
Sara din phone pe laga reh bas!
Ab toh badi ho gayi hai, meri kyun sunegi.
Bachpan main hi achcha tha.
Log kya kahenge!
Unke beti ko dekh, ghar ka saara kaam kar leti hai.
Sab tere nalayak doston ke wajah se hua hai
Kapde toh dhang ke pehen le!
Hayye ram! Yeh baal katein hai? Wiase ke waise hi toh hain!
Ab kamane lage ho tum. Gharkharch mein bhi haat batao thoda.
Ghar aya hi kyun? Hotel hai na yeh?
Time dekh! So ja ab. Kal office bhi jana hai.
Kitna kaam karate hain ye office waale mere bachche se.
Mujhe nahi pata. Papa se poochho.
Train mein koi kuch khane ko de toh mat lena.
Ultimately, it is things like these that make moms what they are. And if we can't handle these little inconveniences, then we really need to think just how much we annoy them in turn! They are the best.
6