Ek hazaaron mein meri behanaa hai
Sari, umar, hamen spam karna hai
Ye na jaana duniya ne tu hai kyon offline,😭
Teri pyaari posts mein papcorn ki hai pyaas,
Aa sign in ho jaa, kah jo kehana hai, ek hazaaron mein meri behanaa hai
Jab se merii aankhon se ho gayi tu offline😭
Tab se sare jiju ke sapane hain choor🥺
Forum mein spam naa, post mein papcorn hai, ek hazaaron mein meri behanaa hai
Dekho hum tum dono hain ek ID ke phool [fools nahin 😛]
Main na spam kiya tuu kaise mujhako gai bhool
Aa sign in ho jaa, kah jo kehana hai, ek hazaaron mein meri behanaa hai
closed threads ke dukhon se, yuuN Darate nahiin hain
Aise bachake mods se guzarate nahiin hain
trollings kii hai chaah to, warnings bhii sahanaa hai, ek hazaaron mein meri behanaa hai
foolon ka trollon ka, sabaka kehana hai
Ek hazaaron mein meri behanaa hai
Sari, umar, hamen spam karna hai
❤️🤗
1