Originally posted by: Ishimara2
@bigul kisko vikas backstab kiya
nahin kia yaar kisiko. usne bandagi ko bachaya na isiliye kuch logo ka chal raha hai ki hiten ko backstab kiya.
bechara ro ke maafi bhi maang lia and explain bhi kia. 😆 lekin phir bhi uspe threads banenge aaj.