Posted:
Hello folks... I am here with the jukebox...
Like to dedicate some songs to BB7 contestants...Hop on...
I will begin with some dedications from me:
From Tanisha to fellow residents of BB7 about Naag Man
Bhala hai bura hai jaisa bhi hai
Mera pati (read Armaan) mera devata hai
Bhala hai bura hai jaisa bhi hai
Mera pati mera devata hai
Mere devata ko kuchh na kaho
Mere devata ko kuchh na kaho
Mera devata to mera devata hai
Bhala hai bura hai jaisa bhi hai
Mera pati mera devata hai
From Apurva to fellow residents with special dedication to Sakku Bai
mere dil mein hai joru dil ki dhadakan mein joru
meri aankhon mein joru meri saanson mein joru
are aage joru pichhe joru daayein joru baayein joru
joru joru joru joru joru
shaam savere ab main joru joru kahuunga
main joru ka gulaam banake rahuunga
main to joru ka gulaam joru joru ka gulaam banake rahuunga
shaam savere ab main
main joru ka gulaam are banake rahuunga
main joru ka gulaam joru joru ka gulaam banake rahuunga
hai kasam rab ki na ishq duuja karuun
main to din raat joru ki puuja karuun
are joru maiya ki jay ho jay ho
main to joru ka gulaam
From Gauher to herself...
Poster ke jungle main
Glamour ke daldal mein
Roshni ki halchal mein
Gossip mein, scandal mein
Har dil mein basti hoon
Main Heroine hoon
Main Heroine hoon
Jeena marna ye aaina
Khud ko bhi tto naa pehchana
Naqaab banke mera dasna
Main khiladi hoon ya khilona
Kabhi teekhi kabhi namkeen hoon
Main Heroine hoon
Main Heroine hoon
From Arman to Kamya
Upar se bolte hain What's up, buddy!
Neeche se kheenchte hai chaddi chaddi
Saala ijjat utaarne ko always ready
Har ek friend kamina hota hai
Bole toh Har ek friend kamina hota hai
Har ek friend kamina hota hai
Har ek friend kamina hota hai
Har ek friend kamina hota hai
Trr tr ttr... Kameena hota hai...
From Asif to Arman
chhota bachcha jan ke
na koi aankh dikhana re
dubi dubi dab dab
dubi dubi dab dab
akal ka kachcha samajhke
humko na samjhana re
dubi dubi dab dab
dubi dubi dab dab
bholi surat jan ke
humse na takrana re
dubi dubi dab dab
dubi dubi dab dab
na thin na na na
nach nacha denge
From Kushal to Gauher
Ye Raat Aur Ye Doori Teraa Milanaa Hai Zaruuri
Ki Dil Meraa, Ki Dil Meraa, Dhak Dhak Bole
Divaanaa Liye Jaaye Hichakole
Ye Raat Aur Ye Doori
Kahanaa Chaahuun Tumase Main Kitani Baaten
Is Hasarat Men Kaatin, Kaatin Hain Kitani Raaten
From junta to Andy & Asif
do mastane chale zindagi banaane
bande siyaane aur naam ke diwaane
kisi hasina se mahajabina se dil ko bachte huye...
akhiyaan ladaane bande siyane
kahin to koi hogi yaara rakhegi apna banke zara
marna hi para us pe to marenge jaan bachke zara
waah be pyaare waah be pyaare waah be pyaare waah
wah be pyaare, wah be pyaare, wah be pyaare, wah!