APURVA: Salman Ji Yahaan sab badhiya hai waise (Pause)...magar ek baat jo mujhe chubhi hai wo ye hai ki Shilpa ne poore maheene, bina meri parwaah kiye sabka dhyaan rakha, phir bhi ek ande ka itna bada issue banaaya gaya.... Andy dil ke bure naheen hain magar...Andy haar ko sportingly naheen lete hain, inhein shaayad apni baat thoda suljhe hue dhang se kehni chaahiye....Arman Ji dil ke saaf hain magar gusse mein inhin control naheen rehta ki kya bolna hai aur kya naheen bolna...baaki sab badhiya hai Big Boss!😕
WHAT WILL BE SHOWN IS IN BOLD ABOVE & IT WILL COME ON SCREEN AS:⭐️
APURVA: Salman Ji Yahaan sab badhiya hai, Andy dil ke bure naheen hain, Arman Ji dil ke saaf hain, sab badhiya hai Big Boss!! 👍🏼