Pooja ne BB OTT Pe 'Kabza' kar rakha hai use lagta hai yeh sab jo woh kar rahi hai iss se uska Bahut 'Naam' hoga uska 'Junoon' BB ko control karna hai apne 'Daddy' ka kandha pakad ke chal rahi hai
Ek din jab show khatam hoga tab phir uski kahani kisiko yaad nahi aayegi