Originally posted by: GETGOIN
want to dedicate this song to Rimi...esp when she says "mujhe ghar jaana hai" π
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=LnAVroHAwHE[/YOUTUBE]
π
tum hi soocho zara kyun na rookein tumhe
2 crore jateein hain, jab jaane ka kehti ho tum
tum ko tumhari qasam, jaane-jaan
nirhua ki exit ke liyan tayyar raho
aaj jaane ki zid na karo
ghar mein yun hi behte raho
expressions yun hi dete raho
par jaane ki zid na karo
nirhua ki exit ka wait karo
zameen phat jayee gi
dhakaan khul jaaye ga
tum us mein samaa jao gi
bas us exit ka wait karo
aaj jaane ki zid na karo
audience ko yun hi pakate raho
make up karti aur khaana khatee raho
par jaane ki zid na karo
I have never seen copy doing better than original...though Asha Bhosle is a gem and legend but this song is nothing compared to original..that had less music and more singing..it came from heart
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=wqbbILfdw94[/YOUTUBE]
male version here
https://www.youtube.com/watch?v=OvKGn1qs4Lw
Another one that can be dedicated to Rimi
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=v20a_MDLOkU[/YOUTUBE]
abhi na jaoo chodh kar ...
ka paisa wasool hua nahi
abhi abhi to aaye hoo
hum chahtein hai ke ladai ho
sponsors zara sms to lein
colors trp increase to kar lein
yeah season thoda aur bhad to le zara
bb bhadas to nikal le zara
salman thoda class to le
audience zara mazaa to le
abhi to kuch kaha nahi
abhi to kuch suna nahi
abhi na jaoo chodh kar ...
ka paisa wasool hua nahi
Edited by hippopotamus - 9 years ago