pir he target praneet usko saza di ,
pir aj pritam ko nominate kar raha ta jo iska acha dost hai pir palta aur praneet ko nominat kia
jinhe dost kah raha ta unhe hi target kar raha hai dusare group ko support kar raha hai ,i think p2g ab iska band bazayege iska double game dono group se dosti karna par p2g ko target karna sab samaj a gaya hai šš¼
hamesha ek hi bahana ye kaam nahi karta š
aj sushant ko bol raha ta me tuje kabi nominate nahi karuga ,do u think p2g ka fayda lia ab unhi ko target kar raha hai?