Jab Nishant ne usko bola ki Umar ko bata..
Ki ye Pratik ke baare me (bathroom kundi incident) ke bare na bole.. bura lagta hai. Bla bla..
I expected Karan to say.. ha to? Kiya hai isne ye sab. To sunega hi na..
Agar ye ghinavna insaan ye sab kar sakta hai.. to sunne ka dum kyu nahi hai..
Also Nishant looks like a pathetic bi*** jab wo Pratik ki galtiya chupane k liye aise cheeze karta hai..
Hamara KK bhi kuch kaam ka nahi hai.. mu pe dono ki bajani chahiye thi tab kuch nahi bol raha..
Useless hai ye sab..