Jab Himanshi captain thi aur uski captaincy Ko Shukla group ne boycott Kiya tab uske friends Asim, Shefali jariwala aur Devo, Rashami ne successful banaya. Asim ne sari duties ki. But Sana ki captaincy me sirf bathroom saaf karne se mana Kiya to itna Hungama ho gya. Sana Ko realise karna chahiye ki Shukla paras aur Mahira Arti Shefali J agar sach me uske friend hote to wo bhi extra duties karte aur uski captaincy Ko successful banate. I think Sana Ko isiliye Salmaan ne bola socho socho jab unhone pucha ki Sana Ko sab taken for granted lete hai, kya unka Ishara Shukla group ki taraf tha?