
Paas aaye..
Dooriyaan phir bhi kam naa hui
Ek adhuri si hamari kahani rahi,
Aasmaan ko zameen, ye zaroori nahi
Jaa mile.. jaa mile..
Ishq saccha wahi
Jisko milti nahi manzilein.. manzilein..
Rang thhe, noor tha
Jab kareeb tu tha
Ek jannat sa tha, yeh jahaan
Waqt ki ret pe kuch mere naam sa
Likh ke chhod gaya tu kahaan
Hamari adhuri kahani..Ab Jalo ki Zubaani...
Q: How was your journey in BB house?
A: Sach Batavoon, mujhe Wahan 8 gantey ki neend mil rahi thi in dedh Mahina. Raat ko lights off hoti thi, so jaatha tha, subah lights hoti thi, utt jaatha tha,...... ek din bhi mere liye murgha nahi bhaja. Others were discussing tasks and making strategies. And next morning they were not fresh.
..(.did I just hear that?)
Q: Would u like to go back to the show?
A: I have lost 4 kgs weight. If I get a chance, I will go right now, lose more weight and even host the next season instead of this host. ( pointing to Sallu...Sallu ki naukri khatre mei)...
Q: How would u define your rishtha?
A: Mai toh aaj bhi yahi keh tha hoon, rishtha hai , woh physical nahi, musical hai. ( kamaal hai Jaloji, hum toh dastaane mohobbat script likh likhke thak gaye, apne hamari mehnat ko 7 suron mei baandh diya...
Q: Aap possessive the, so was pissed off by Kisaan ka massage?
A: That was not possessiveness.I was only concerned about Kisaan's gaonwalon. They r not used to massage. Sheher mei Aam baat, but gaon mei, for his risthedaar ,mother and sister, it will not b. Uska takleef na ho, isliye Kahan...
Concluding song: BB ghar se Masti karke lauta, yeh aapka Anup Jalota...
A proud JasLotian...
Few more GEMS statements( Bombay Times ) on Page 2.