Chapter 34
Antakshari...
An evening round of antakshari was decided ...as they burnt the firewoods ...
Zain saw Aaliya shivering ...he got up to give his blazer ...when Altaf had already given his ...he smiled and sat back...
Aalisha started the first song ...looking at Zain ...with all her love ...as Aaliya watched with jealousy, helpless in love ...losing him to someone ...maybe that's what god wanted ..so that he will be happy with a sane person who will not hurt him ...
Intaha ho gai, intazaar ki Aai na kuchh khabar, mere yaar ki
Ye hamen hai yaqeen, bevafa vo nahin Phir vajah kya hui, intazaar ki, intaha ho...
Baat jo hai us men, baat vo Yahaan kahin nahin kisi men
Vo hai mera, bas hai mera Shor hai yahi gali gali men
Saath saath vo hai mere gham Mein mere dil ki har khushi men
Zindagi mein vo nahin to kuchh Nahin hai meri zindagi mein
Bujh na jaaye ye shama, aitabaar ki...Intaha ho...intezaar ki
K ...Aaliya gao gao ...jaldi La coaxed her ...
As a sad Aaliya sang with a deep pitch ..intently looking at Zain ...whose eyes were still fixed down
Koyi fariyaad tere dil mein dabi ho jaise...Koyi fariyaad tere dil mein dabi ho jaise
Tune aankhon se koyi baat kahi ho jaise
Jaagte jaagte ek umr kati ho jaise...Jaagte jaagte ek umr kati ho jaise
Jaan baaki baaki hai magar saas ruki ho jaise...
Har mulaakat pe mehsoos yehi hota hai...Har mulaakat pe mehsoos yehi hota hai
Mujhse kuch teri nazar pooch rahi ho jaise
As Zain continued her song ...not letting Aalisha protest ...as Altaf sulked
Raah chalte huve aksar yeh ghumaan hota hai...
Raah chalte huve aksar yeh ghumaan hota hai
Woh nazar chupke mujhe dekh rahi ho jaise...
Woh nazar chupke mujhe dekh rahi ho jaise
Ek lamhe mein simat aaya hai sadiyon ka safar...
Ek lamhe mein simat aaya hai sadiyon ka safar
Zindagi tej bahut tej chali ho jaise...Zindagi tej bahut tej chali ho jaise
Is tarah pehron tujhe sochta rehta hoon main...
Is tarah pehron tujhe sochta rahta hoon main
Meri har saas tere naam likhi ho jaise...Meri har saas tere naam likhi ho jaise
Aalisha broke the tone Ja...jaa Altaf ..aur haa ise beech mai koi nahi gayega ..cutie tum bhi nahi ...
As Altaf looked at Aliya and crooned
Jab bhi koi ladki dekhu, mera dil deewana bole...Ole ole ole, ole ole ole
Gaao taraana yaara jhoom-jhoom ke haule haule...Ole ole ole, ole ole ole
Mujhko lubhaati hai jawaaniya, masti lutaati zindagaaniya...
Maane na kehna paagal mast pavan sa dil ye dole
Ole ole ole, ole ole ole...Ole ole ole, ole ole ole...Jab hi koi ladki de...
Aalisha couldn't stop giggling ...but both Zain and Aaliya were in their own world
Da...as Aalisha shouted Aaliya looked shocked ..and his La laughed ...
Zain Da se gao....as Altaf admired Aaliya
Zain looked up towards Aaliya he sang ...again with a higher intensity now
Doorie Doorie Doorie...Sahi jai na Sahi jai na Sahi jai na Sahi jai na
Khamoshiya yeh seh na saku...Awaz de kay mujhay tu dai jaa sukoon
Khamoshiya yeh seh na saku...Awaz de kay mujhay tu dai jaa sukoon
Doorie Doorie Doorie...Sahi jai na Sahi jai na Sahi jai na Sahi jai na
Adhura hoon main ab tere bina ...Adhuri mei zindagani reh jayegi
Adhura hoon main ab tere bina...Adhuri mei zindagani reh jayegi
Har raha mai tu...Aai nazar
Katta nahi ab akelay tanhaa safar
Har raha mai tu...Aai nazar
ka ta nahi ab akelay tanhaa safar
Doorie Doorie Doorie...Sahi jai na Sahi jai na Sahi jai na Sahi jai..
The words stopped as Zain took out his purse and starred hard at her snap ...when La tried peeking into...tumne beech mai addhoora choda ...haa ja...chalo meri turn hai ...
Zara Tasveer Se Tu Nikalke Saamne Aa
Meri Mehbooba...Meri Mehbooba Meri Mehbooba ....his smile intensified looking at La now
Bhala Kaun Hai Vo Humein Bhi Bataao...Ye Tasveer Uski Humein Bhi Dikhaao
Ye Kisse Sabhi Ko Sunaate Nahin Hain...Magar Doston Se Chhupaate Nahin Hai
Chhupaate Nahin Hai
The last song ...got tears in Aalishas eyes as she went back in her thoughts ...
The day she had walked to fetch his clothes from his suitcase, after he was abused by a mad women ..she had seen his and Rheas picture ...her bridal attire had told her a different story ...the next day when he had met her ..she had questioned him ...and finally he had revealed a past ...she was shattered ...as he slowly spoke ...
Zain ...usne tumhe itni zillat di...phir bhi tum bas muskurae jaa ahe ho...mai nahi dekh sakti yeh sab ...
Aalisha ...yeh maine khud chuna hai ..meri har sazaa uska diya har ek chot har ek nafrat ..har ek dard ...yeh meri khud ki marzi hai...mai bas usse in sab cheezon se azzad karna chhata hu
Par Zain...usne tumhe sab ke saamne bezzat kiya,kya tumhe jara bhi buran ahi lagta ...
Kyu lagega bura ...who joh kar rahi hai ...usme uski kya galti,who toh khud nahi jaanti uska dimaag yeh ghussa yeh nafrat kaha se laa raha hai ...
Agar usse nahi maloom toh tum bata do...Rehman uncle bata denge ...hum uska ilaaz karenge
Wahi toh kar raha hu...uska diye eke k zakhm uska ilaaz banega ...mera har ghaav usse ek pal bhalle hi tode par ek dard se chutkara dilayge ..
jaise jaise uska ghussa badega waise uski nafrat bahar ayegi ...aur jis din who chot mujhse jyada usse chuyegi tab who mujhse nafrat nahi kar payegi ..
Kab tak yeh silsila chalega ...kab tak aise bezubaan bhugtoge ...Zain bolo
joh uska dimaag kehta hai ...mai bhugat tha hu aura age bhi karunga ..yehi pyaar hai ..
Nahi Zain ..yeh dard hai..aur isse rokna hoga ...yeh tahes nehas kar dega...mujhe tum bahut pasand ho ...mere dost ho ...
Aalisha tum uski bahut aziz ho..aur maine dekha hai tumhari care ...khusnasseb hoga jisse tumhara saath milega ...
mai bas uska hu ..marunga tab bhi uska hi rahunga ...tumhare feelings ke saath khel nahi sakta ...waise bhi tumhe mai shayad bata hi deta ...
Zain ...maine tumhe pasand kiya hai...pyaar nahi ...mujhe shayd pata tha ...
Rhea ka call aaya tha ek baar Mumbai se...tumhare bare mei keh rahi thi...naam nahi bataya ...par jab uski tasveer dekhi tumhare suitcase mai toh mai samajh gayi ...Mumbai wale uska dost ...mai toh pehle din his samajh gayi thi ...jab tum dono jijak rahe the ...apna rishta batana mei ...
She was crying ..aaj yeh friendship band laayi thi...he looked at his hand that was bandaged ..aaj nahi par yeh jala ghaav bhar jaaye toh zaroor pehunanga isse ...
Wada karo jab tak tum uski baho mai nahi aaoge tab tak nahi utaroge isse ...
hum saath mai chalenge zain ...tums ek rishta ban gaya tha ..dard hua ..par mujhe pata hai mera cutie hazaro mai ek hai ..aur Rhea ...bhi ...aur aisa saath sirf khuda likhta hai ...
Accha ..uski birthday ki planning to ho gayi... aur waise mujhe tumhe kuch batana hai ..she blushed ab mera bhi ek kaam hai...karoge ..
He smiled ...bolkar toh dekho ...zaroor akarunga ...
As the present flashed in front of her eyes ...and she continued singing ...
Tere Darde Dil Ki Dava Hum Karenge...Na Kuchh Kar Sake To Dua Hum Karenge
Na Kuchh Kar Sake To Dua Hum Karenge...Dua Hum Karenge
Tadap Kar Aayegi Vo...Tujhe Mil Jaayegi Vo
Teri Mehbooba...Teri Mehbooba Teri Mehbooba
Teri Mehbooba Teri Mehbooba
As the song ended ...Aalisha was thrown back to the reality ..it was a game ..she and Zain had been playing for long now ...she was rock solid support to him ...waiting for the day he will be free of her band ...
As Zain looked at her band and kissed ..unaware that Aaliya was crying ...
SIM
Dosti ke mayne aaj tumne badal daale...
mere zindagi mai jab tum muskurate aaye ...
ab toh chalo mai bhi dard nahi hota ...
mera sar jab tere khande pe hai sota ..
Pre-cap: Zains surprise coming up next