Originally posted by: ..Ramya..
Nahi shazzu! Maine actually usse subah ka world war 3 mein chudail ko bawadi mein daal diya lekin pata nahi kaise, woh bahar aa gayi. 😆
Zara 😡😡 Mere billu ko teri wajhse kitna kaam karna pada subha se..
Zara.. I Hate You! 😡😆
Ridz:- Areey yeh thread kab complete hoga.. Mujhe surri bana hai.. pasta banana hai 😈
Jaldi jaldi badhao iski pages guys! 😆