Every one was in their room but zain was nowhere to be seen in the house he was feeling so guilty that if he stay in the barkat villa any longer he will die out in frustration and guilt so he went straight to meet his dad on his grave
IN THE GRAVEYARD...
As zain was walking towards his fathers grave he thought how much angry will his dad be on him after all he has hurt none other than mamu ki bhanji a dad can forgive his son but a mamu inside him will never forgive him untill and unless his bhanji fogives him but he knows it will not be that easy he has broken the trust of both the person he love to his death his dad and aliya while thinking about all this he reached the grave and knelt down beside the grave ...
Zain : i am sorry dad for what i hve done i know ap mujhse bohat naraaz hai or ho bhi q na meine kaam hi aisa kiya hai ap sahi the dad mein iss duniya ka sab se bara gadha hoon khud se kuch soch nahi sakta jab aliya ko mere sath ki sab se zyada zaroorat thi meine kiya kiya dad yahan ap ki qabr ki mitti bhi nahi sookhi thi or meine ap ki favourite bhanji ki talaaq dedi ... or toh or jab us ne mujhse baat karne ki koshish ki toh meine usse ghar se nikal diya aj jab sab k samne us ki sachai ai hai toh mein usse se nazrein milane k kabil bhi nahin raha ... dad woh mujhe kabhi maaf nahin kare gi mein ne uss ka dil toda hai uski ki rooh par zakhm diye hain har woh harkat ki k jis se us ko takleef ho aap hi bataye dad mein kiya karoon ... kaise apni aliya ko wapas lao ap.hi mujhe rasta dikha sakte hain dad bataye mein kiya karoon
(By this tym zain broken into silent sobs he closed his eyes and there he witnesed his dad his hero his darling )
Zain: Dad ap yahan
Usman: (with his heads down ) zain tum ne mujhe aliya k samne bohat sharminda kiya hai tum ne bohat ghalat kiya hai
Zain : dad mein janta hoon meine bohat ghalat kiya hai or mein pachta raha hoon meine apne hatho se aaliya ko itni takleef di jis zubaan se mein kehta tha k mein aliya se pyaar karta hoon usi zubaan se meine usse itni karwi batein kahin dad ap mujhe batayeein mein kaise aliya se maafi mangoo kaise us k dil mein apne liye jagah banao kaise dad kaise
Usman: yeh sab tumhe mein nahi bata sakta tumhe khud us ko manana hoga is baar meri madad k baghair tumhe apna rishta apni aliya ab khud hi hasil karni hogi meri madad k baghair ...
And by that tym usman sahab left and zain opened his eyes and was searching for his hero lyk mad
Zain : dad ...dad ... dad ap kahan ho madad karo meri plzzz dad help me help me and he knelt down and started crying ... after sometime he composed himself and and said ...
Zain: dad mein kasam khata hoon ap ki ke agli baar ap ki qabr par tabhi ao ga jab mamu ki bhanji mere sath ho gi mein usse mana loon ga dad mein ap ka sar ek baar phir garv se uncha karoon ga or yeh zain usman abdullah ka vaada hai and with that he kissed his fathers grave and went back to his car ...
Barkat villa
8 pm
Surraiya's room
Surraaiya in her usual chudail avtaar was sitting on usman saab chair and was thinking of the events happened in the house ...
She realized that she was thinking so wrong of aliya she was the only one who helped abdullah out in every problem whether it is finding barkat or bringing her lost sons in the path of islam which she never tried and moreover she took barkat royale to new heights every one in industry was proud of aliya she realized her mistakes ... and decided that she will ask forgiveness from aliya and she was very hopefull that despite her bad behavior with aliya if she ask for the forgiveness she will be forgiven
Surraiya : mujhe aliya se maafi mangni hi hogi meine us k sath bohat ghalat kiya hai mujhe uss se maafi mangni hogi lekin sab se pehle mujhe usman saab ki ladli behn shabana se maafi mangni hogi
She called shabana
Surraiya:hello shabana
Shabana : hello bhabi assalamu alikum
Surraiya: waleikum asalam ... shabana meine tumse maafi mangne k liye phone kiya hai plzzz mujhe maaf kardo
Shabana :bhabhi ap yeh kiya keh rahi hai ap khuda k liye mujhse maafi mat mangein mujhe app se koi shikayat nahi hai jo kuch bhi hua halat hi aise the
Surraiya : lekin phir bhi shabana jo kuch b meine aliya k sath kiya us k liye aliya se pehle mein us k ammi abbu se maafi mangna chahti hoon ...mujhe maaf kardo
Shabana :are bhabi mujhe or ghulam saab ko ap se koi shikayat nahi hai hum toh khud apni bachi.se maafi mangna chahte hain
Surraiya : toh iss se achi baat kiya ho sakti hai tum or ghulam saab kal.hi ajao kal barkat galaxy ka innauguration hai jo hamari aliya zain or fahad ki khoon paseene ka nateeja hai app log kal mumbai aa rahe hai or yeb baat ap final hai
Shabana : jee bhabi jaisa ap kahe Allah hafiz
Surraiya: Allah hafiz
Ab mujhe chal k aliya se bhi maafi mangni chahiye par abhi toh 7:30 baje hai aliya toh office se 8 baje ai gi .chalo aj mein aliya k liye usska favourite pasta banati hoon ( come onn guyzzz she iz pasta queen cant cook anything else than pasta ) chaliye surraiya begum shuru ho jayein aj ap ko apni bahu se usman saab k ghuruur se apne zain ki zindagi se apne fahad ki choti behn se or arub sana saif ki princess chachi se maafi mangni hai ...
Barkat villa
8pm
Aliya: Allah aj itna kaam tha k mera sar phata ja raha hai dard se ( aliya entered the house while her forehead buried in her temples ) jaldi se kuch kha letti hoon phir dawai le k so jao gi q k kal mamu ke khwaab ko puri duniya ko dikhana hai ... bhale hi mein zain se kitna hi naaraz hoon par us ne meri bohat madad ki hai or fahad bhai ne bhi bohat madad kki mamu k khwaab ko pura karne mein
As aliya entered the dining room every body was seated there but nobody has started eating they were all waiting for aliya as aliya entered surraiya begum stands from her place and went towards aliya held her hands in her hand and broke into silent sobs
Aliya: mamii ap ro q rahi hai ...
Surraiya : q k mein bohat buri hoon ( bohat jaldi maan liya pasta queen) meine hamesha tumhen takleef di hai hamesha tumhe bura bhala kaha hai plzzz aliya mujhe maaf kardo mein sache dil se tum se maafi mang rahi hoon agar tum mujhe maaf nahi karo gi toh mera Allah or mere shauhar tumhare mamu bhi mujhe kabhi maaf nahi karein gein plzzz un sab k liye mujhe maaf kardo
(By this tym aliya also started crying she held her mami's face in her palms in noded her head and wiped her tears with her thumbs and smiled at which surraiya begum urf pasta queen also smiled )
Aliya : mami ap ko mujh se maafi mangne ki koi zaroorat nahi hai mein ap se naraaz nahi hoon ap toh meri ammi ki jagah par hain mein ap se kaise naraaz ho sakti hoon jo kuch hua ap usse bhool jaye
Surraiya : ttumhe mujhe mami bulane ka koi haq nahi hai ... surraiya shouted ( everybody was startled by the sudden mood swings of surraiya
Shaziya to herself : lagta hai mummy ka dimaag kharab ho gaya hai
Aliya zain fahad was also shocked.as to what happened to surraiya
Aliya : mami ...ap ko kya hua
Suraiya: tum ne mujhee phir se mami bola ( this tym suraiya was holding aliya's ear ) aj se tum mujhe mom bolo gi or agar tum ne mujhe mami bola toh ( she playfully twisted aliya's ear )
Aliya : aah mami oh mera matlab hai mom plzzz choriye mujhe dard ho raha hai
Andd with this every body started laughing then surraiya bring aliya near the dinning table and made her sit nxt to zain
Zain inside did a somersault it felt like after ages aliya sit next to him
Zaya had cute eyelock but aliya broke it immdiately and zain could understand that she was very angry on him but he did not say anything bcoz it was not the right tym to say anything
Surraiya: chalo sab khana khana shuru karo and surraiya feed aliya with her own hands and.aliya eat the food for the first tym from her mom hand and said
Aliya : mami uh i mean mom khana bohat acha bana hai ... chaliye ab mein apne room mein ja kar kuch deir rest karna chahti hoo mere sar mein kaafi dard ho raha or kal subha inauguration bhi hai toh mujhe jaldi jana hai
(With this aliya stand up from her seat and to go but stopped in her tracks and turned and in a very bossy manner mr fahad usman abdullah and then mr zain usman abdullah i want u brothers in office shrap at 9am in morning and with that everyone burst into laughter
Fahad and zain : yes boss ( both saidd in unison and again all of them burst into laughter ...
As aliya waw about to leave surraiya called her out aliya was in hall but stopped in her tracks surraiya held zain's hand and brought him towards aliya and held aliya one hand in her hand and then did something which send sweet current in both zain and aliya 's spine she placed their hands in each other and said
SURRAIYA : aliya mein chahti hoon k tum dono apni zindagi phir se shuru karo is liye mein ne tumhara samaan tumhare room se nikaal kar khud apne hatho se zain k kamre mein rakha hai mein chahti hoon k ab tum dono bhi apni saari ghalat fehmiya door kar lo
By this sudden change in effects ...
Aliya shocked
& surraiya rocked
To be continued
Now in nxt part u will see zain try to manofy aliya but kiya woh itni jaldi maan jayi gi
Janne k liye parhte rahiye mera ss guilt
Phewww
Finished with my torture
Now u r free to throw every thing that comes in your hand
Butbdo cmnt