haina đł ani has gone beyond my expectations đđź usne mujhe bhi galat sabit kardiya yaar.Munia, tumhara Jamai babu dekho kya dhamaal pe dhamaal kar raha hai.. Waah waah!! Kya baat
Yeahh! I too think she is already engaged.. But Shadi mein Ani kya tehelka machayenga yeh suspense hai...
Abh dekho Baap bete compete kar raha hain neeche girne aur rangeelepan ke competition mein.. Dekhte hai kon winner banta haiđđź
Maine usko jitna nich samjha tha woh usse 100 guna niche girke mujhe dikha diyađđź