aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
yeh baat sach hain dil pe zor kaha chalta hain - 3
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
(dil sekdo hain jinmein dil ek hain nishana
tera bhi dil deewana mera bhi dil deewana) - 2
yeh teer hain nazar ka jaane kaha lagega
rab jaane aaj kisika naseeba jagega
(shama se bachke yeh parwana kaha jalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain) - 2