Ye lo entertainment 😆
Socha tha gift deke bhaag jaonga main
Anandi ke sukhi sansaar me fir na nazar aaonga main
Lekin musibat mere gale pad gayi
Uski nanad mere peeche pad gyi
Usse na Jane mujhme kya nazar aaya
Te amo jaise gaane ka Korma banaya
Daddu ki huyi tabiyat kharab
Unke chakkar me nanad ke saath huye din barbad
Ab jald se jald Jana hain.. dhoondni hain ek dhang ki lugaai
Yahin reh gya to shekhars mujhe bana denge ghar jamai 😃