My story goes like after the big dawat in the haveli shiv returns with bhim singh.
Bhim singh:- Toh "sir" me ghar jata hu bahut der ho gayi hai, aap bhi jakar so jaiye kal neher ki sight par bhi toh jana hai.
Shiv:- thik hai bhim singh
Shiv goes to his room...thinking about the proposal of dadisa
Shiv man hi man sharma raha tha
uske man me eak anokha ehsaas tha
eak aisa ehsaas jo woh apne zubaan me na la sak raha tha
Shiv man hi man soch raha tha:- jab bhi main unhe dekhta hu eak ajib si feeling aati hai. Jaise koi khushnuma ehsaas. unki bate , unke kaam karne ka dhang roz kuch naya sikhati hai...dekhne me toh woh aur jaise hi hai lekin kuch toh khaas un me... in kuch dino me eak lagao sa ho gaya hai... ha... ha... shayad isi ko pyaar kehte hai ... i ' m in love with anandi...lekin kya woh mujhe pasand karegi , kya woh mujhe apna payegi...nahi mujhe positive rahna chahiye...woh mujhse pyaar kare na kare lekin me unse hamesha pyaar karunga...!
Yeh kehkar shiv apne khaiyalo meh dubte hue gahare neend me chala jata hai...
"A song to describe the feelings of shiv"
Kehte hain:
Khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
Har kisi ke liye
Tera milna hai uss rab ka ishaara
Maano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye
Kuch toh hai tujh se raabta
Kuch toh hai tujh se raabta
Kaise hum jaane, hume kya pata
Kuch toh hai tujh se raabta
Tu humsafar hai, phir kya fikar hai
Jeene ki wajah hi yehi marna issi ke liye
Kehte hain:
Khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
Har kisi ke liye
hmm Meharbaani jaate-jaate mujh pe kar gaya
Guzarta saa lamha ek daaman bhar gaya
Tere nazaara mila, roshan sitaara mila
Taqdeer ki kashtiyon ko kinara mila
Sadiyon se tarse hai jaisi zindagi ke liye
Teri saubat mein duaayein hain ussi ke liye
Tere milna hai uss rab ka ishaara
Maano mujhko banaya tere hi jaise kisi ke liye
Kuch toh hai tujh se raabta
Kuch toh hai tujh se raabta
Kaise hum jaane hume kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta
Tu humsafar hai, phir kya fiqar hai
Jeene ki wajah hi yehi marna issi ke liye
Kehte hain:
Khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
The one line which inspired me the most to add this song was kuch toh hai tujhse raabta...đł
Guys if u liked it plz hit the like button and do comment...đ
and if you want i can do it on anandi, dadisa,jagat and gauri also
and i need at least 10 likes...đ¤Ł
And sorry 4 any spelling mistakes...đ