Priya : An analysis.. - Page 3

Created

Last reply

Replies

26

Views

4.9k

Users

15

Likes

137

Frequent Posters

IndYa4u thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 13 years ago
#21
Amy - Again..Sorry! I am late lateef but you know me by now 😆.. .. here it goes.




Fantabulous analysis kiddo 😲
Absolutely loved it. Great to see that this character has influenced you in so many ways.. 👏👏


⭐️⭐️⭐️⭐️⭐️

You learn to like someone when you find out what makes them laugh, but you can never truly love someone until you find out what makes them cry.

Appreciate what you have, before time makes you appreciate what you had..'


⭐️⭐️⭐️⭐️⭐️


Edited by IndYa4u - 13 years ago
IndYa4u thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 13 years ago
#22

Originally posted by: jakther

wonderful post Amy , loved it, great analysis, my fav episode was 5th march episode, i really can't forgot Priya's confession scene, it's an unforgatable scene foe me, when priya said

Priya:
Mujhe parwa nahi aapki ? mujhe parwa nahi hai aapki?
kya lagta hai aapko ? ghore bech ke so rahi thi main ghar pe,
let me tell u Mr. kapoor raat bhar ek paal ke liye bhi nahi
soye, ek paal ke liye bhi palke nahi jhapke maine,kyu ki main
aapke phone ka intejar kar rahi thi ,i was hoping ki aap phone
karke mujhe puchenge ki priya tum ghar poche kinahi pohche, tum
thik tou ho priya ?tumhe koi problem tou nahi hue ? but no, no phone call no
SMS nothing,ek palke liye bhi meri nazre darwaza se hati nahi,
Mr , kapoor becoz i was waiting 4 u, haar aahat pe mujhe laga, oh
Mr. Kapoor aa gaye, let me find out oh kase hai,thik tou hai , nahi lekin nahi,
subhe taak aap ghar nahi aaye, kyu ? becoz i was worrid 4 u Mr. kapoor,
pareshan thi ke aap raat bhar ghar kyu nahi aaye , mujhse baat kyu nahi
kar rahe hai, aapki awaz sunneke liye taras gayi thi main, just becoz
aapne mujhe couch pe sote hue dekha,desn't mean ki main ghore bech ke
sou rahi thi, main aap ki intejar kar rahi thi mr. kapoor sou nahi rahi
thi, aur kya kaha aapne ? ki main party main kisi aur ko notice kar rahi
thi,aap cahe nah tou main aapki party ki ek ek paal ka hishab de sakti hu,
party main aapne kitni jelebi khaye kitni baar tissue se haath pohche
kitni baar pachena pohchi, kitni baar mushkuraye kitni baar gussa kya, kitni baar
mujhe dekha, kitni baar nazre fheri saab saab kuch, aur aap kehe rahi hai
ki main kisi aur ko notice kar rahi thi ? kya lagta hai aapko main aesi ladki hu,
ki mujhe dusre aadme ka number chahiye hoga ? date set up karenge mujhe uska saath ?
what is ur problem mr kapoor, aap ohi samjh te hai jo aap samajh na cahate hai
jo aap ko dekhay dete hai nah, that's the truth 4 u.that is ur problem, isliye
aap ko yeh tou dekay diya main couch pe sou rahi thi lekin ah nahi dekha diya,
main abhi taak kapde bhi nahi badli, aapne kaamre ka baad le hue rang tou dekhye dete hai,?lekin kiske liye kiya hai maine ah saab ?
yeh taas beer ? kiske liye ah saab ? aapko meri tedhi bindi tou nazar aate hai Mr. kapoor lekin aapko yeh nahi nazar aate hai meri ankhone aapko kya kehena cahate hai aapko meri Ronit ke saath flirt karna nazar aata hai lekin yeh nazar nahi aate main flirt kyu kar rahi thi, yes i was flitring with him, but isliye nahi ki mujhe uski attention cahiye thi, iss liye kyu ki mujhe aap ki attention cahhiye thi i was waiting 4 ur attention .Ronit ka number denge aap mujhe ?this 4 u think i m.? aap ko kya lagta hai mr. kapoor ?main aap ka elawa kisi aur ko notice kar rahe thi, aapko pata hai meri problem kya hai ,mujhe aap ka elawa aur koi nazar hi nahi ati hai, meri ankhonme, meri batonme meri sashome meri khayal oh main agar koi hai tou oh sirf aap ho mr. kapoor , that is my problem ,aap ko lagta hai main kisi aur ko notice kar rahi thi ? main jis din se iss ghar main aayi hu aap ko notice karne ki elawa main aur kiya bhi kya ? jaab aap khush hoti ho nah, aapki ankhon ki chamak notice kar ti hu main.jab aap gussa ho jate ho nah aapka iss tarha se haath band karna notice kar ti hu main,jab jhut bolte hai nazre chura lete hai aap, jab sharmate hai taab aapke cehere ke saath saath aap ke kan main bhi harkat hoti hai yeh notice kiya maine aj taak ,aapka choti choti cheej aapka haar kaam,ulte haath se karna , khana khana, tai pehenna ghori pehenna, saab kuch notice karta hu main , gharpe aatei bister pe let jana, aur lettei ,kharatha lete hai yeh notice kya hai main, aapke kharathe mr. kapoor aapke kharathe, mujhe problem hoti hai usse lekin mujhe acche lagte hai, aapke kharathe, main kaal raat ko iss liye nahi sou payi kyu ki, aap kamre main nahi the, kyu ki mujhe aapki kharathe ki aadat ho gayi hai,isliye nahi sou payi thi main kaal raat ko, aapka pachena ,mujhe bura lagna cahiye lekin mujhe aapka pachina bhi accha lagta hai mr kappor yeh jo baat baat pe aapko mathe pe yeh char bune aa jati hai nah,acchi lagti hai mujhe, isse nazre nahi hata sakti hu main, yeh notice kar ti hu main aur aap kehete hai main kisi aur ko notice kar rahi thi, aapka dil gusse main kese dharak te hai aur excitementmain kese dharak ta hai, iska farak main janti hu, jaab mere haatth aap apni dil pe rakhte hai nah taab mujhe accha lagta hai, jaab aap mere liye aapna flight cancell karte hai nah, i feel like a queen, aur oh 6 din jab aap mere stupid wishes ko pura kar rahi thi, i feel like top of the world oh meri jindegi ki sabse khubsurat 6 din thi Mr. Kapoor, u know why ? becoz i felt i finally belongs to u, mujhe laga ki main aapki jindegi ki hissa bann gayi, but i was wrong i was so wrong main aapse expect kar rahi thi ki Mr. kapoor kabhi na kabhi kisi na kisi bahane mujhse kahenge ha priya tum meri zindegi ka hissa ho, u r special to me, lekin main bhul gayi thi ki main kisse ah expect kar rahi thi Ram Kapoor sei ? The Ram Kapoor The bussinessman jo bussiness ke badhe badhe faisala le sakte hai lekin zindegi ke chote chote faisale lene se darte hai.jo apni bussiness ki badhe badhe dicision bina dare le sakte hai lekin dil ke chote chote batein share karne se darte hai.& that is ur problem Ram Kapoor ur fear, aapka daar, rejection ka, deniel ka, jo aapko aapka maan ki baat kisi se nahi kehene deta , that is ur problem aapka pet main nahi aapka dimaag main bhi sirf ghee bhara hua hai, mujhe lagta tha aapka size hi bada hai, but ur ego Mr. Kappor, oh aapki sharir se bhi bohot jada badha hai & that is ur problem ur big fat male ego. Ram kapoor kase kisi ladki se jake bol sakte hai ki oh usse pasand kar te hai, nahi that's not possible, aur priya hi tou hai, aj nahi tou kaal bol degi , I love u, main pagal thi jo aap ke saath saath yeh stupid confession ka game khel rahi thi, ki kon pehele kahega , but let me tell u ,i m not scare, mujhe nahi daar lagta hai, na rejection ka na kisi mazak ka, mujhe aap ni dil ki baat aapse share karne main koi daar nahi lagta hai kya sunna cahate hai aap ha ?, kya sunna cahate hai ? ki priya aap se pehele aake kahe ki oh aapse pyar karte hai which that make u happy ? that will satisfied ur male ego ? ok fine main bolti hu aapse jo aap sunna cahate hai nah main bolti hu, I love u Mr .Kapoor I, love you.




Lakhi - IMPRESSIVE Girl. Word for word.. right on the money. NOW thats what I call a Fan. 👏

Priya_Fan thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
#23

Originally posted by: Neenzoo

AMazing analysis Amy 👍🏼. My favorite episode is also the 10th Jan one...the fact that she didnt even question Ram afterwards and ask him who prompted him to serve her with divorce papers says a lot about the character of Priya...she doesnt refer to past behaviour where Ram hurt her so badly...she is able to seive good and bad...I love Priya...and Sakshi who brings this character to life...🤗



@Bold

Absolutely agree Neenzoo Di..!
She believe heart, and follows it always...!
And as for Sakshi.. I can't even think of anyone else potraying Priya!😳

Priya_Fan thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
#24

Originally posted by: IndYa4u

Amy - Again..Sorry! I am late lateef but you know me by now 😆.. .. here it goes.




Aww..🤗
Fantabulous analysis kiddo 😲
God! what is with this kiddo? 😲😕
Absolutely loved it. Great to see that this character has influenced you in so many ways.. 👏👏


⭐️

You learn to like someone when you find out what makes them laugh, but you can never truly love someone until you find out what makes them cry.

Appreciate what you have, before time makes you appreciate what you had..'


⭐️



Thank you Di.. For everything!😉
fosla thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 5
Posted: 13 years ago
#25
Amy
Late even for a gatecrash!! Apologies for the delay. hey loved it dear Amy girl!!
Brilliant effort! I have always loved your writing skills and style!! Keep posting and I will keep liking!
Rest you know it all!😃
nandinimp thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 13 years ago
#26
Great post! And the weekend made me really think about howmuch she is having to face in the present situation... yes jan 10th was awesome truly and i have seen it atleast a dozen times. Each time I have been surprised at how composed she was even when her whole world was being rocked ...She was awesome!
jineejiggs thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
#27
I sometimes really think that if I was in Priya's place how did I react to all these situations she is going through...from the day one I really can associate myself with her, how she handles the situations is really commendable, infact now-a-days I even started thinking about like her, if she was in my place for certain situation how would she react to that or what would be her step towards that situation while handling that in matured way...she is for me the women of today

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".