Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 1st Oct '25
DADI AS BOOTH 1.10
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 1, 2025 Episode Discussion Thread
HEY JINDAGI 2.10
Swara Bhaskar..someone who dared to say it out loud #respect
Budget Single Digit : 7 cameo openings.
My Box Office Prediction for Sunny Ki....jo bhi hai.
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 2, 2025 Episode Discussion Thread
What are the professional achievements of gabhira
Gen 5- Major Discussion Thread
Sonam Kapoor is in her family way ? (2nd baby)
Deepika & Farah Khan; Some Serious Tension !!! 👀
Mihir extra marital affair
Gen 5 News article Mila
Himesh - no more breaking news
The Wanderer Planet
SRK Enters Billionaire Club
🏏India vs West Indies, 1st Test: N M Stadium, Ahmedabad🏏
🎉 New Fun Quizzes Are Live on India Forums! 🎉
The Manuscript Marauders Bingo Challenge Thread
Originally posted by: surbhi_16
pls do continue it fast...
Originally posted by: shamma92
Wonderful update...it was touching...can't wait for the next part! 😳
Scene 14:
Next morning Priya woke, saw that she was alone in the bed quickly she checked the time it was still 7 in the morning looked around the room but didn't find Ram in the room
Priya: pata nahin ye Ram kahan chale gaye hai subah subah… mujhe tho jaga diya hota she tried to get up and started moving towards washroom as she was about enter at the same time Ram was coming out both collided with each other Priya was about to fall but Ram held her in his arms from her waist he brought her close to him both were lost in each other's eyes he slowly raised his hand caressing her cheek with his figure Priya became conscious and lowered her eyes
Priya: kya kar rahe hai aap
Ram: kya kar raha hoon matlab tumhe girne se bacha raha hoon
Priya: acha… thanks par ab mujhe choddiye mujhe fresh hona hai
Ram: itni jaldi nahin
Priya: aaj aap jaldi uth gaye
Ram: haan har din tumhe meri wajah se jaldi uthna padtha hai na tho maine socha ki aaj main tumse pehle uth jata hoon
Priya: kyun
Ram: kyun… he brought her close to him and whispered in her ears: tumna soothe huye bahut khubsoorat lagthi ho bus tumhe dekhne ka mann karta hai kal raat bhi bahut dher tak dekha phir bhi mann nahin bara tho subah jaldi uth gaya
Priya lowered her eyes her breathing became heavy as Ram was very close to her: aap bhi na… ab chodiye mujhe… bahut bhuk lag rahi hai nodding his head Ram removed his hand which was around her waist.Priya came out after sometime and saw that Ram has ordered breakfast for both. Ram helped her upto the table
Priya: aap ne breakfast order kar diya
Ram: haan mujhe bhi bahut bhuk lag rahi thi
Priya: kya order kiya aap ne breakfast ke liye
Ram: aloo ke parathe
Priya: magar kyun
Ram: kyun matlab tumne hi baar baar puncha tha na jab tumhe fever tha
Priya: woh tho maine aap ke liye…
Ram: kya… mere liye
Priya: haan aap ko pasand hai tho…
Ram: tho… kya
Priya: kuch nahin breakfast kare
Ram: kya keh rahi thi tum
Priya: aap ko khichdi pasand nahin hai na isiliye maine aloo ke parathe maange aap ke liye
Ram: thanks
Priya: kis liye
Ram: meri har pasand na pasand ka khayal rakhne ke liye, suddenly his phone rang he went to attend his call by the time he came he saw that Priya was waiting for him
Ram: kya kar rahi ho tum
Priya: aap ka intezaar…
Ram naughtily asked: mera intezaar… kis liye
Priya hit him on his arm: aap bhi na… breakfast ke liye
Ram: k breakfast karte hai mujhe bahut bhuk lagi hai
Priya was trying to eat with her left hand, Ram observed that Priya was having difficulty to eat with left hand as her right hand was bandaged, Ram took the piece of paratha from his plate and kept it near to Priya's mouth, she looked at it surprised Ram nodded his head Priya look the bite
Ram: main hoon na tumhe khilane ke liye tum itna kyun takleef utha rahi ho
Priya: abhi tho aap hai par lunch par tho office mein rahege na
Ram: nahin kyun ki aaj main pura din tumhare saath rahunga
Priya: magar kyun
Ram: kyun ki mera mann nahin hai aaj office jaane ka
Priya: please aap jayiye I'll take care of myself
Ram: nahin aaj office ki koi jaroori kaam nahin ghar se hi kaam ho jayega
Priya: thik hai phir then after breakfast Ram went to his study to do his work
It was nearly 2 Priya was waiting for Ram so that they can have lunch together but Ram became busy in his work that he forgot about the lunch. After sometime Ram saw the time it was 3 and he thinks: oh god main kaam karte karte Priya ke bhare mein bhul hi gaya he rushed towards his room and saw Priya sitting on the bed and closing her eyes
Ram: I'm sorry
Priya opened her eyes: kyun kisliye
Ram: main hamesha aisa hi kartha hoon kaam mein pad jaatha hoon tho sab kuch bhul jaata hoon
Priya: its k
Ram: k… tum aise kaise k keh ssakthi ho… tumhe mujhe daant na hoga
Priya: kyun…
Ram: kyun ki mai ntumhare bare mein bhul gaya na
Priya: ohh.. thik phir.. chaliye lunch karte hai bhuk lag rahi hai
Ram: tumne abhi tak lunch nahin kiya
Priya: nahin aap ka wait kar rahi thi
Ram: tho mujhe bhul liya hota na
Priya: maine bansi kaka se poocha ki aap kya kar rahe hai unhone kaha ki aap kaam kar rahe hai mujhe laga ki meri wahaj se aap office nahin gaye aur ab main aapko aap ke kaam mein bhi kaise disturb karo isliye nahin bhulaya
Ram: tum bhi na tumhe tho medicine bhi lena hai na
Priya: tho kya hua thodi dher se lelungi
Ram: tumhe apna khayal rakna hoga Priya
Priya: aap hi na mera khayal rakh ne ke liye
Ram: chalo ab lunch karte hai he took spoon full of rice and held it for Priya, she put her hand on his hand and directed to his mouth
Priya: aap ne bhi tho nahin khaya hoga na isliye pehle aap and they both fed each other enjoying being in each others company