Chaaron taraf andhera hai, ek mithi awaaz Arjun ko pukarti hai: Arjun!
Arjun uski taraf mudta hai: Roshni?
Uske chehre par smile aati hai
Roshni smile kar rahi hai: ha Arjun
Arjun khush hokar uske paas jaata hai: Roshni...
Woh use chune ki koshish karta hai lekin uske chute hi woh gayab ho jaati hai
Arjun ghabrata hai: Roshniii????...Roshniii?!?!?! Rosh...
Dusri awaaz use pukarti hai: Arjun!!
Arjun turn hota hai: Riyaaa...
Riya smile karti hai. Arjun uske paas jaane ki koshish karta hai
Riya ki smile fade ho jaati hai: Arjun ye kya kiya aapne?
Arjun ko kuch samaj mein nahi aata, Riya ek direction mein point karti hai waha...Roshni ki laash
Arjun shock ho jaata hai: ROSHNI!!!!!
Isse pehle ki woh aur koi reaction de paaye, use Riya ki karhane ki awaaz aati hai. woh immediately turn hota hai...Riya ke shareer par bhi chauk ka ghaav hai, woh apni aakhri saansein le rahi hai
Arjun: RIYAAA!!!!!
Woh jhatke se seedhe baithta hai. uske paseene chut rahe hai. woh apni surroundings register karta hai. tabhi use dhyaan aata hai ki woh apne bedroom mein hai, Riya peacefully uske haath ko hug karke soyi hui hai.
Arjun mv "sapna tha aur mujhe laga ki... Woh sigh karta hai
Riya ko dekhkar uske chehre par smile aati hai. woh apne aapko puri tarah se aashwaasit karne ke liye gently uske sar per haath ferta hai...par uska haath tensed hone ki wajah se Riya ki aankh khul jaati hai. woh Arjun ka chehra dekh kar hi samaj jaati hai...
Riya(sleepily): itne pareshaan kyun hai aap?
Arjun firse letkar use hug karta hai: kuch nahi bura sapna aaya
Riya: are itni chinta mat kijiye...mamuli sa criminal hi toh hai aur... agar, fir bhi aapko shanti nahi milti toh ye sochiye ki (dramatically) jab Xora 2 mera kuch nahi bigad paayi toh ye minister kya cheez hai? aur woh toh ab minister bhi nahi raha ab samjhe ya samjhau?
Arjun ki hasi nikalti hai: samaj gaya ardhangini ji ab so jaaiye kal subah office jaana hai
Riya smile karti hai: ardhangini...nice! nindra dhaaran kijiye swami
Arjun: aavashy
Dono haskar ek dusre ko hug karte hue so jaate hai...
Next Day, ETF office
Conference room mein chahel-pahel machi hui hai
Shree: waise RI ye toh bata ki kaisa tha?
Riya: kya?
Shree: wahi...Arjun sir ke saath pehla din?
Ayesha: are Shree...pehla din thodi...din toh khatam hi gaya tha...
Liza: ha pehli raat...kyun?
Ayesha: right!
Dono hi-fi lete hai, sab haste hai. Riya apna blush control karti hai
Riya(tauntingly): ho gaya tum logon ka?
Sakshi apni hasi control karti hai: ha...ha ho gaya lekin ye toh batao ki kal kiya kya?
Riya: kya kiya ka kya matlab hai?
Chotu: are baba...Arjun sir ke saath! Bahot hi khatarnaak hai ab toh tujhe koi naatak bhi nahi karna hai
Riya: are kuch nahi kiya yaar...aise hi...
Tabhi Rathore enter karta hai: kya kar rahe ho tum log?
Shree(casually): are kuch nahi sir time pass!!!
Sameer glare karta hai: kuch toh sharam karo!! yaha tumhari dost ki jaan ko khatra hai aur tum yaha time pass kar rahe ho???
Shree hadbada jaata hai: nah...nahi sir...
Riya: sir ye log toh sirf mera mind divert karne ki koshish kar rahe the
Sameer: really? Kis cheez se?
Riya: woh sir...actually (nazre jhuka ke) woh maine...josh mein bol toh diya lekin...lekin(innocently) thoda dar lag raha hai isliye bas thode gappe lada rahe the
Sameer disbelief mein sar hilata hai: tum bhi na Riya!
Riya innocent look deti hai
Sameer(calmly): acha chalo ab agar baatein khatam ho gayi hai toh zara pata karo ki yeh Mangesh kaha chupkar baitha hua hai
Chotu: ji sir!
Rathore chala jaata hai
Shree relief hota hai: thanks Ri bacha liya yaar tune
Chotu: hmm...lekin Rathore sir ki baat bhi sahi thi
Shree: oye! Mujhe guilty mat feel kara
Riya: oho chup ho jaao dono aur kaam par lago...mujhe marne ka shauk nahi hai
Shree shock hone ka naatak karta hai: kya baat kar rahi hai? tujhe marne ka shauk nahi hai?
Riya(defensively): ha toh apne aap aisi situation aa jaati hai (Shree use stare karta hai) ha toh?
Shree apne haath jodta hai: dhanya hai tu meri maate!
Kuch hi pal mein sab hasne lagte hai aur fir kaam par lag jaate hai. sab ke dimag mein ek hi soch chal rahi hai ki woh Mangesh ko kaise dhundhenge? More importantly kaha?
Mangesh's Lair
He is pacing up and down with sweat beads on his forehead. Raghu's plan of making the murder look like an accident had gone awfully wrong. Atleast if the ACP had been killed he could have taken care of the lady later. He knew he couldn't stay there for long but the problem was where could he go?
He had only a handful of men left now, now that the media had shown that Raghu was dead in an attempt to kill an ETF officer he did not have many choices left. His old contacts had refused to help fearing the wrath of one of the department's most efficient team.
Mangesh: Bala!!!
A man came running inside: ji sir
Mangesh: jald se jald mera desh ke baahar jaane ka intezaam karo! Ab hum yaha aur der nahi ruk sakte
Bala: ha sir main intezaam karta hun, pehli flight mein ticket book karta hun
Mangesh nods as Bala leaves
ETF Office -
Sameer apne cabin mein hai, achanak uska phone bajta hai, caller ID dekhkar uske dil mein hope jaagta hai
Sameer: hello Doctor? Us admi ko hosh aa gaya?
Doctor: ji
Sameer relieved feel karta hai: kya hum usse mil sakte hai?
Doctor: ha lekin
Sameer: lekin kya?
Doctor: aapne uski jo haalat ki hai...uski wajah se uski situation kaafi nazuk hai...
Sameer: doctor! Woh ek criminal hai jisne meri officer ki jaan lene ki koshish ki hai agar aap sympathy na dikhaye toh behtar hoga...hum aa rahe hai tab tak woh hosh mein rahe yahi aapke liye behtar hoga
Aur bina uska jawab sune phone kaat deta hai.
Sameer mv "pehle Arjun ko hi batata hun, pakka sirf behosh hona baakhi hoga uska aur fir is maamle ke sulajhne ke baad uska maamla bhi toh suljhaana hai
Woh seedhe Arjun ke cabin mein jaata hai and as expected he is greeted by various noises form inside. A little shouting, a little throwing around. He slowly opens the glass door to find a frustrated friend inside. Arjun throws another file away and collapses on his chair with his head in his hands.
Sameer enters: use hosh aa gaya
Startled he looks up: kya?
Sameer: woh bayan de sakta hai
Arjun: sach?
Sameer: yup...
Hardly had the words left his mouth when Arjun loaded his gun and started walking out
Arjun: toh fir der kis baat ki?
Sameer could do nothing but follow him, smiling on the inside seeing his idiot friend who could solve stagnant cases but not figure out his own feelings for a girl!
In no time, the hospital room of the goon was greeted by the ETF'ians who started struggling to free himself of the IV lines on seeing the menacing look of the team. Chotu and Shree went forward and pinned him to the bed.
Arjun walks up to him and removed his oxygen mask much to the protest of the nurses attending to him.
Nurse: ye aap kya kar rahe hai?
Nurse 2 : dekhiye ye sab allowed nahi hai, patient ki haalat bahot kharaab hai
Sameer just glances at the ladies. And the next second Ayesha and Riya dragged the nurses out of there and locked the door.
Sameer: thanks for the peace and quiet...Arjun...go ahead!
Arjun turns his focus to the man lying in front of him: Liza could you get something useful for us?
Liza moves towards the trolley of medicines and checks them. A few seconds later, she was preparing an injection. Tapping the syringe to remove the air bubble, she stood beside the bed in a position ready to inject.
Liza: Extra dose mein slow poison... can be used for torture
Arjun: good! (turning towards the man whose eyes had widened in horror) naam?
Man: Raghu
Arjun: boss ka naam?
Raghu: Mangesh...Mangesh Joshi
Arjun: kaha milega?
Raghu(afraid): woh...woh mujhe maar dalega
Arjun: Liza!
Liza is about to inject when he protests
Raghu: batata hun...batata hun...please...
Arjun: time nahi hai mere paas
Raghu: Bourbon Road par ek bungalow hai unke...unke kisi rishtedaar ke naam par hai jo exist nahi karta
Arjun: then Let's go!
They exit the hospital and were on their way back to the office for further planning when suddenly Arjun changes route
Riya gets confused : hum kaha jaa rahe hai?
Arjun: tum! ghar jaa rahi ho
Riya(shocked):kyun???
Arjun: Riya...please hum is baare mein baat kar chuke hai, mujhe tumse firse jhagda nahi karna
Riya: of course kyunki aapko pata hai ki aap argument haar jaayenge haina?
Arjun doesn't respond knowing very well she would use everything he said against him with a hundred percent efficiency and it would again cause him to give him into her demands.
Riya: ab aap mujhe silent treatment de rahe?
Still Arjun doesn't respond
Riya takes a deep breath to control herself: for your kind information Arjun jab un logon ne mujh par attack kiya tab main aapki gaadi mein thi toh LOGICALLY Woh Mere Liye Nahi Aapke Liye Tha!!! Aur Is Sabut Ke Binah Par Ghar Jaane Ki Zaroorat Aapko Hai Mujhe Nahi!!! Samjhe ya Samjhau?
On the other hand Sameer suddenly notices Arjun's car nowhere to be seen and panics...
451