hope yeh misunderstanding jaldi clear ho jaaye.
BHAGODI MAIRA 8.9
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 9, 2025 Episode Discussion Thread
Bigg Boss 19- Daily Discussion Thread- 9th September, 2025
SUPER HEROO 9.9
The Ba****ds of Bollywood trailer
Kareena Kapoor in London/ Birmingham for Malabar Gold and Diamonds
🏏T20 Asia Cup 2025- AFG vs HK 1st Match, Group B, Abu Dhabi🏏
Karan Nandini Kids are here
20 years of Salaam Namaste
3 Years Of Brahmāstra
Happy Birthday Akshay Kumar
NEXT UPDATE:
I know its been a long time, I have not updates, but I am sorry guys, I will try to update regularly, u people also should help me by commenting or atleast pressing like button
the case of that day got solves and Arjun slept with only one hope that riya forgives him
next day:
all are in conference room, sam n choree are staring at him
Arjun: riya nahi aayi kya
Sam: nahi aayi, aur kabhi aayegi bhi nahi kyunki usse tum jaise ek insaan ke saath nahi kam karna tha
Sree: chi sir, aap aise kais eek ladki ko force kar sakthe hain
Chotu: humein aap par bahuth gharv tha sir, par chi aap ek ghatiya insaan hai
Sam: acha hua ki, ab rosh tumhari saath nahi hai
Sree: sir, in jaise logon ke liye koyi nahi honge sir, rosh job hi ho, acha huva vo chali hgayi
Sam: ye tumhara suspension order hai, tumhare against sexual harrasement ka case hai Arjun
Ar: nahi mein aisa jaan bhooj ke nahi kiya, mujeh riya se baath karni hai
Sam: tum kisi se baath nahi karoge, sree isse giraftara karo
Arj: nahi mere bath tho suno, sam suno
They receive a call
Chotu:kya? Kaise? Hum abhi aaye
Sam: kya huva chotu
Chotu: sir, riya ne aathmahatya kar di
Arjun:nahhhiii
Arjun, Arjun Arjun utto
Arjun wakes up from his nightmare
Sam: Arjun kya huva, ithna pasina kyun hai, kya huva Arjun, koyi boora sapna dekha kya
Arjun drinks some water
Arj: nahi kuch bhi nahi hai sam
N lies down
Arj mv: kal mujhe riya se baath karna hi padega, usse bathana padega ki, vo roshini kebaath pehali baar kisi ko dekhar attract ho rahaan hoon, usse dekhkar,pehali baar us din dekhkar hi aisa laga , jaise ye emre liye bani ho, par mein isse teek nahi samja, din bar din tumhari aankehin, tumhari muskurahat mujhe tumahri taraf keech layi, kal jo humare beech huva, ye saaf yahi dikhatha hai ki mein riya ek saath aage badna chahtha hoon , aur ye sirf attraction nahi balki kuch aur hai
Jo bhi hai riya, tumhare ray maankar hi decide karoonga ki hum dono apne life spend kar sakthe hain ya nahi
In riya house,
Riya the whole day she was in big confusion as in what is all dis, why did this happen , will he blame her for the last night
She thinks about this the whole day
Riya: nahi riya job hi huva usme tumhari galthi nahi hai, just frget all this, bool javo ki aisa kuch huva tha,bhool ja ki tum ithni din Arjun se mohabat ki yena janke ki unke zindagi mein ek aur ladki hai, ab bhool ja sab kuch, let Arjun live his life happily, just act like u don't know what happened
He might repent that he spoiled ur life,so just act like u don't care about him.
Tum bachpan se akeli thi, aura age bhi aise hi rahegi, apr ab tho tumhe apni zindagi bithane ke liye kaafi saare yadein hein na aur vajah bhi hai na n looks at sky
N she makes up her mind
Next day,
Arjun gets ready early n is about to leave, but he receives a call from his parents
So, sam leave to office
In sam house,
Arjun mom:kaise ho Arjun, tumhe humari yaad nahi aathi kya
Kithne saal hog aye hain, ye tho sam ne bathayaa ki tum ab Mumbai mein ho
Kyun aisa ho
Roshini ke jaane ke baadh kyun aise hog aye ho, kam se kam apni aai baba se mil lo Arjun
Arjun: aai , mein teek hoon. Mera aana apke pathi ko shayad acha nahi lagega
Vo, aaj bhi yahi sochthe hain ki roshini ke saath jo huva vo meri galthi hai, jab ki nahi hai
Aur unhe mein police mein kaam akrna bhi pasandh anhi hai
Isliye nahi aatha hoon ma,
Aap fikar na karo, mein aapse milne is Sunday ko aavoonga aai
N hangs up the call
Arjun mv: agar ri ne haan kahi th mein usse milvane hi sahi, mein zaroor aavonga aayi
N leaves to etf
In etf office,
All are discussing about a case where the bride dies in the altar
Ri is explaining the case
Arjun comes n he hears the case n sees the photo in projector n he throws the glass his hands down n leaves in anger
Ri thinks that he is angry because of seeing her
Sree: inhekya huva rathore sir
Sam: vo ye picture dekhkar gussa ho gaya
Sree: aisa kya hai iss picture mein
Sam: yahi mandap mein Arjun ki shaadi bhi
Ri hears this n her eyes wells up
Ri mv: riya tumne ek shaadi shuda insaan ke saath raha, chi ria, sharam aani chahiye
On hearing sam words,
Choree look at riya as they have always seen riya admiring Arjun n have seen love in her eyes for Arjun
Sam also sees ri
He is about to tell something
Ri excueses herself n leaves the conference hall
Choree: bechari ke sapne toot gayein
Sree: Arjun sir shaadi shuda hain kya
Sam: nahi
Chotu: tho phir aapne kaha
Sam: mere bath ksii ne poora suna, isis mandap mein Arjun ki shaadhi bhi hone wali thi,par huva nahi
Chotu:kyn sir
Sree glares at chotu as he knows that asking about seniors personal life to another senior is not good
Chotu: vo bas mein yu hi poochna chaha sir
Sam: ein batha hoon, siliye kyunki mein riya aur Arjun ko saath dekhna chatha hoon, mein jaantha hoon ki Arjun ko riya pasandh hai, apr vo bathayega nahi, aur ri tumhari bestfriend hai n v can help them
Choree: done sir
Sam: mein, Arjun n roshini bachpan se best friends the, humare family bi friends the
Apni schooling, college saath mein kiya
Aur bachpan mein hi Arjun aur rosh ke parents ne un dono ke shaadi tay kar chuke the
Tho college life mein dono poore lovers banke hi rahe, bahuth maza karthe the
Aur college ke baath Arjun n me joined police
I told my parents my decidion n they accepted but Arjun never told about our ips training as his dad hated govt job
After we became acp , we told them
Arjun was the best in his training days n in his job
His dad was very angry, but he kept quiet due to roshini
Arjun marriage was fixed for next month
On the day of marriage,
Arjun n me had come to know about a terrosist group who hap kidnappened a school n made school children hostage
I said him that I will go n manage, but he also came along after sending message to rosh abt the case n that he would come the moment acse ends n the mission was a success
V came back home about 1 hour after muhurath time,
But what v saw was something which was really bad,
Roshini had already got married to her dads partner son
Arjun was heartbroken,
Arj: tumne aisa kyun kiya rosh
Sam: haan, jabki usne tujhe batahya tha ki emergency tha
Rosh: maaf karo sam n arj, jo insaan apne shaadi mein samauy mein nahi aa paya vo, apni biwi ke saath kaise rahega, har rath mein uske liye wait karthe karthe mere din katham ho jaayenge
N he prefers staying in his own house, in his salary
Ye sab story mein acha lagtha hai, zindagi ke liye nahi, aur isse shaadi karke zindagi waste karne se behtahta hai ki I can marry some other guy n live happily
Arj: tho humara pyaar rosh
Rosh: bahuth pyaar kiya Arjun, par zindagi mein pyaar kaaif nahi hotha hai
Tumhare saath koyi nahi reh saktha hai arju
Arjun dad: bilkul sahi kaha, tumne, I just accepted u when u became a cop as rosh wanted, but even whe she cant accept u, shame on u arun
Arjun left the altar n went, I tried following him but he warned me not to
I broke ties with rosh the same day
After that ,
Arjun tried concentrating on job, but rosh words always disturbed him n he lost his interest
So he got transfer from crime branch n went to train ips trainees in Hyderabad
n he came here after 6 years for sheena case only
he still repents over rosh words n stayed unmarried
}
Choree: usladki na pagal hai sir
Sam: hmmm, sahi kaha hai tumne, vo pagal hi hai, usne hi humare hasthe huye Arjun ko aisa khadoos bana diya
Sree: sir, Arjun sir ka umar kya ahi
Sam: 29
Ri: aur riya ka 25 bilkul teek hai sir
Choree: sir apne shaadi kyun nahi kiya, kahi aapka bhi aisa kuch hai kya
Sam: nahi mein Arjun ke shaadi ke baadh shaadi karoonga
They hear a knock on conf hall
They see com on the dor
Sam calls Arjun n riya n they solve the case
That say evening,
All are doing paper work, sam n ajun are in cabin
Arjun is waiting for when riya will b alone
In conf hall,
Sree: ri vo Arjun sir
Ri: mein unke bare mein kuch bhi nahi sunna chahthi hoon
Chotu: par humari baath tho suno
Ri: meine kaha nahi, agar aap og unke barre mein kuch bolenge tho mein aap logon se bhi bhaatth nahi karoonga
N she leaves hall
Arjun sees this n follows riya
Arjun: riya, mujhe tumse baath karni hai
Ri: mujhe aapse koyi baath nahi karni hai, agar aap us rath ke bare mein baath karna chahe tho, I don't wanna hear anything, if u again try talking to me, I will leave my job n go n she goes in auto
Arjun stands there dejected hearing her words
Arj mv: mein tujhe apne aap ko accept karvake rahoonga riya, dekh lena
I know that u r not repenting what happened b/w us ,I saw that in ur eyes
Now, my only aim is to make u mine n smirks
In auto,
Ri: aise hi karrthe raho ri vo tumhe chod denge n he will b happy in his life
N she cries
Let's join in the journey of Acp Arjun Suryakant Rawte and Riya with her son Abhimanyu.
What will happen when Arjun and Riya works with cid team.
Hey guys I'm here with the prologue of my Ariya story, though the title hasn't been yet decided but i hope you will enjoy it. Prologue :Life is
Prologue The night was heavy. As if the air itself carried the weight of unspoken truths and unfinished emotions. A storm was brewing—not...
hey guys! Sabse pehli baat toh ye ki writing crossover stories is difficult man. Is baar kar diya, dobara nahi hoga. So before we begin, I know...
13