Originally posted by: ramshaasrar
Uff lovely update yaar
Arjun ke saath kaun thi wo
Pakka riya hai
Plzz jaldi revl karo na
Can't wait any more
Thnx for pm
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 11th Sept 2025
Mannat Har Khushi Paane Ki: Episode Discussion Thread - 27
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sep 11, 2025 EDT
KIARA EXPOSED 11.9
🏏T20 Asia Cup 2025- BD vs HK 3rd Match, Group B, Abu Dhabi 🏏
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sep 12, 2025 EDT
🏠Caption Writing Contest -Bring Pictures to Life!🏠
Navri and her eternal victimisation
Is it just me or…
MAJOR REVAMP TIME FOR STAR PLUS
HUM JEET GAYE 12.9
Patrama Prem ~ A Gosham SS ~ Chapter 4 on pg 2
The 71st National Film Awards are September 23 in Delhi
🏏T20 Asia Cup 2025- Pak vs Oman 4th Match, Group A, Dubai🏏
Originally posted by: ramshaasrar
Uff lovely update yaar
Arjun ke saath kaun thi wo
Pakka riya hai
Plzz jaldi revl karo na
Can't wait any more
Thnx for pm
Super - Duper Amazing ...
Awesome Update ...
Loved it...
Continue Soon...
Thanks for the PM... 😳
Originally posted by: cuteariya
superb update
poor shree getting shocked by shocked 🤣
continue soon
KASAUTI ZINDAGI KI
PART 5
Giving last glance to arjun rathore or shree apne kaam me lag jate he or arjun fir apni cutting chai ke saath apne cabin me chala jata he
Arjun's cabin
Arjun window ke paas khada he bahar ka mosam bohot pleasant he but arjun apne hi khayalo me khoya he
Tabhi kuch awaze aati he
Voice : ek baat puchu
Voice 2 : tumhe kab se mujhse kuch kehne ke liye ijazzat ki jarurat he
Voice 1 : tum kabhi mujhse dur to nahi jaogena
Voice 2 : kya koi apni dhadkan ke bina ji sakta he bhala
Voice 1 : nahi masterji ne sikhaya tha na dil ki dhadkan se hi insaan jinda rehte he par tum ye kyu bol rahe ho"said innocently"
Rama : kyuki jis tarah koi dil apni dhadkan ke bina nahi reh sakta koi insaan dil ke bina nahi ji sakta usi tarah rama bhi apni pari ke bina nahi reh sakta pari he to rama he pari nahi to rama bhi nahi samjhi tum jaan ho meri jiske bina tumhara ye rama ek pal bhi nahi ji sakta
Pari : sachi me tumhari jaan hu"innocently"
Rama : hmmm
Pari : wese rama ye jaan kya hoti he tumne kaha me tumhari jaan hu par me to pari hu na"she asked confusingly"
Rama : jaan wo hoti he jiske bina hum ji nahi sakte samjhi
Pari : uhu..
Rama : ummm acha batao agar kisi ko bohot chot aayi ho par waqt pe uska ilaj na ho paye to uska kya hoga
She think for somethime then says
Pari : wo mar jaega"innocently"
Rama smile at this n says
Rama : or agar ilaz ho jae to
Pari : to use kuch nahi hoga wo bach jaega
Rama : usi tarah me bimar hu apni pari ka or sirf wahi mera ilaj he,agar pari he to rama bach jaega or agar pari nahi to rama mar jaega ab kuch samjhi
Pari : nahi me apne rama se kabhi alag nahi houngi kyuki me hu to hi tum hona..
Tabhi ek zor dar thunder ki awaz aati he or arjun ki aankhe khulti he,he was sweating very badly
Kuch pal use kya karna he kuch samjh nahi aata again the thunder sound comes
Jo kuch pal pehle tak itna pleasant atmosphere tha wahi kuch pal me itna ek dam se kharab ho gaya jaha pehle suraj ki gunguni dhup thi wahi badalo ne suraj ki roshni ko chupa liya or aakhash ko kale ,ghane andhero se bhar diya
Arjun was thinking"ye mosan bhi meri tarah andhero se ghir gaya ya ye koi sign he kyu esa ho raha he kya galt kiya tha jo ye saza mili why is everything this much complicated why I cant live with on terms"
He smile sadly
Arjun manme "sab sochte he ye ARJUN SURYAKANT RAWTE apni sharto par jita he kisike aaje nahi jhukta bohot mazbut he par kya koi janta he ki ye arjun bas kismat ke haath ki ek katputli he,taqdeer ke haatho majbur he jisne ek khushi chahi thi par wo bhi chin li gayi why GOD DAMMIT"
And in anger he broke the window glass
Glass shattered into pieces jis tarah wo bikhara hua he
Conference room and rathore's cabin
Sab apna apna kaam kar rahe he case ke related details nikal rahe he n rathore apne cabin me betha he studing the case tabhi sabko arjun ke cabin se ek zor dar aawaz sunnai deti he sab chok jate he n run towards his cabin
Rathore sabse pehle pahuchta he
He open the door n went in uske piche sab bhi he they saw
Arjun ke cabin ki window tuti hui he glass pieces sab dur bikhare pade he arjun ke haath se khoon beh raha he but arjun wo to sirf un shattered pieces ko hi dekh raha he jese khudko dekh raha ho
Rathore : rawte rawte ye kese hua
Arjun apni trance se bahar aata he or rathore ki taraf dekhta he usi tarah chehara bilkul blank with hollow eyes
Sakshi : arjun arjun kitna khoon beh raha he let me see"n try to hold his hand"
Arjun uski grip se apna haath chudata he n says
Arjun : mind ur own business miss anand n u don't need to worry about me samjhi ya samjhau"with angry glare"n baki sab or kuch kaam nahi tum logo ko
Farsh par arjun ka khoon pada he its an very deep wound with glass pieces still stuck into his hand
Arjun glass ke tookde nikalta he usi ke saath or blood nikalne lagta he arjun jese hi glass pieces nikalta he all winch with it as if they are having the wound but arjun use to kuch fark hi nahi padta jese its an ant bite nothing more
Rathore shook his head over this n says
Rathore : all move n yup go home n do ur packing
Sakshi : but sameer arj.."but one glare from both the rowdy shut her mouth"
Sab chale jate he rathore bhi ajun fir apni trance me chala jata he
Outside arjun's cabin
Rathore : shree
Sab rukh jate he n turns towards him
Shree : yes sir
Rathore : shree go to rawte's cabin n do his dressing
Ab sakshi kuch nahi bolti marna he kya use hehehehe
Shree darte hue : ye ye yes sir
Baki sab apne ghar chale jate he n shree sher ki den me
Arjun's cabin
Shree knock the door but koi response na milne se he open it himself n saw arjun wahi khada he jese pehle khada tha uske haath se khoon abhi bhi beh raha he
Shree thinks "koi esa kese ho sakta he itni chot aayi he itna khoon beh raha he fir bhi koi hosh nahi jese is chot ka koi dard hi mehsus na ho raha ho roshni mam bohot lucky he jo itna pyar karne wale pati ko paya but aaj wo hoti to arjun sir is tarah nahi hote esa lagta he jese roshni mam apne saath arjun sir ki jaan bhi le gayi arjun sir zinda to he par ji nahi rahe sirf sharer zinda he jese atma yaha he hi nahi koi to hoga na kahi jo inhe is haal se nikal sake hey kali ma me arjun sir ko is tarah nahi dekh sakta kisi ko to bhejh plzzz"
Shree : sir umm ARJUN SIR"little loudly"
Arjun : oh umm shree tum kab aaye kuch kaam tha"little uneasily"
Shree chok jata he arjun ko is tarah softly baat karta dekh but sambhalke he says
Shree : sir wo aa.. aap.. aap aapka haath le... lee..."he clear his throat n says"
Shree : let me do the dressing sir"n baad me dhire se he added"please
Arjun just nod his head
Arjun sofe par beth ta he n shree uski dressing karta he its really n deep injury
Shree wondering itni gehri chot he fir bhi arjun sir kese shant beth sakte he kese ho gaye he ki kisi chot ka dard hi mehsus nahi hota
After dressing he went from there
After sometimes
Jane ki sari arrangements ho jati he sab apna luggage lekar aa jate he n they starts towards their case which is in "PRATAPGHAR"
Choree,liza,sakshi dar bhi rahe he n excited bhi he jese kisi trip par ja rahe ho n Ayesha n sameer they are thinking about the case but arjun aaj esa pehli bar hua he ki uska dhayan case par ,criminals par nahi kahi or he..
here is the next part i hope pasand aaye do tell me howz it waiting for ur reviews
love ramya
Hey guys I'm here with the prologue of my Ariya story, though the title hasn't been yet decided but i hope you will enjoy it. Prologue :Life is
Let's join in the journey of Acp Arjun Suryakant Rawte and Riya with her son Abhimanyu.
What will happen when Arjun and Riya works with cid team.
Prologue The night was heavy. As if the air itself carried the weight of unspoken truths and unfinished emotions. A storm was brewing—not...
hey guys! Sabse pehli baat toh ye ki writing crossover stories is difficult man. Is baar kar diya, dobara nahi hoga. So before we begin, I know...
778