Arey waah...Annu di...surprise diya aapne...πππ...Thank you soo much...π€π€π€
Awesome update...
Arjun toh sharif pati ki tarah Naina ki help karna chahta tha...par Naina ne usko mauka hi nahi diya...πππ
Mrs Rathore ko pata hai ki Naina ko sari peheni nahi aati...isliye woh uske suit leke aayi...πππ
Mrs Rathore ArNa ko leke bohat khush hai...πππ
Aisha toh lal lal ho gayi...πππ
LOL...samajh nahi aaya Aisha ne room thik karke sahi kiya ya galat...πππ
Mrs Rathore ko lagta hai ki Sameer ka kisi aur ke saath affair hai...πππ
Kaka-Kaki ki toh...π‘π‘π‘
Aisha-Naina ko business wali baat pata chal gayi hai... par SamJun ne ache samjhaya dono ko...πππ
Sameer ko ab Arjun ke room mein jane se pehle knock karna sikhna hi hoga...πππ
LOL...Sameer ko Arjun pe bilkul bhi barosa nahi hai,...πππ
Sameer ki halat dekh kar Arjun ki hassi chut rahi hai...πππ
Arjun ki baat toh sahi hai jab Raesha sabko batane chahte the tab bata nahi paye, ab nahi batana chahte toh sabko pata chal gaya hai...πππ
Aisha ko apni maa ka behavior ajeeb lag raha hai...πππ
Last scene was superb...pure update mein sabse best...meri hassi nahi ruk rahi hai...especially last line...π€£π€£π€£ π€£π€£π€£ π€£π€£π€£ π€£π€£π€£ π€£π€£π€£ π€£π€£π€£ π€£π€£π€£
Continue soon...Thanks for PM...
4