Nice & Interesting concept...
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread- 15th Sept 2025.
TRAUMA DRAMA 15.9
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 15, 2025 Episode Discussion Thread
🏏T20 Asia Cup 2025: UAE vs Oman, 7th Match, Group A, Abu Dhabi🏏
🏏T20 Asia Cup 2025: SL vs HK, 8th Match, Group B at Dubai🏏
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 16, 2025 Episode Discussion Thread
Kaun banege PL ke Mummy and Papa?
Anupamaa 15 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Conceiving of PL…
BHAJAN & DANCE 16.9
BALH Naya Season EDT Week #14: Sept 15 to 19
Katrina Kaif Is Pregnant
Welcome Baby Boy ❤️🧿
The Armaan Poddar Unappreciation Thread
which new Bollywood movie should i watch ....
🏏T20 Asia Cup 2025: AFG vs BAN, 9th Match, Group B at Abu Dhabi🏏
💫 The Heuphorias Discussion Thread 💫
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread-16th September, 2025
Nice & Interesting concept...
part 2
sam and aisha ... Ghar ki taraf aage badh rahe he ... ghar ke window band he ... but ik ka kaach tuta he ussme se dekhaate he ..ghar me bacche he roo rahe he ... Aur ... 3 admi hai ... 3 ke hath me gun he ... 2 darwaaje ke pass ghum rahe he ... aur ik waha chair par baithha hai aur sharab pi raha he ... ik baccha ro raha he ...
Chair par baitha admi : abe chupp kar ... Saale ab royaa naa to khatam kar dungaa ...
Baccha dar jata he .. baki ke bacche daree sahame huye he ..
1st gunman : salaa ye kaha locche me fasaa diyaa apaan ko wo pahale wala dandhaich thik thaa bhai ...
2nd gunman : haa bhai ladkiyo walaa kaam hi thik thaa ...
3rd man : chup karo tum dono saala ik to ye logo ne ro ro ke dimag kharab kar diyaa he aur tum dono ab bhejaa maat khaooo ... kyo re tune phone lagyaa ki nai ...
2nd gunman : laga diyaa bhai lekin ... babu bola ki aane me thoda time lagega bhai ...
3rd man : aur kitna time be ... salaa in baccho se jaan chute to .. to maal bhi uthana he ... maal bara bar jagah rakhha yaa nahi ...
1 st gunman : rakhh diyaa bhai ... lekin kabar ke niche maal rakhane ka idea ...
2 nd gunman : abe chupp kar ... salaa tujhe phone par bhi samjhyaya thaa jayadaa ... bolaane ka nai sirf kaam karne kaa kyaa ?
Aisha aur sam ... Window ke niche ... jhuke huye he ..saari baate sunaate he ...
Aisha : sir ... Admi to 3 hi he lekin ... gun he baccho ki jaan ko khatraa ho saktaa he .. kyaa kare ?
Sameer : inko bahar lana hogaa aissha wo bhi 4th admi ke aane se pahale ? lekin kaise ?
Arjun and shree in kabaristan ...
Kuch dhundh rahe he ... Torchlight ...
Arjun : dhyaan se dekhnaa shree ... tumne yahi sunaa thaa naa ...
Shree: haa sir yahi bola tha ki ghar ke pass wale kabristan me hi .
Arjun : thik he ... dhundhooo ...
Shree and arjun ... idhaar udhar dhundhte he ... tabhi shree ki sii khude huye gadde me gir jataa he ...
Shree ; ahhaaa ... (chillaate huye )
Arjun : shree .. apnaa hath doo jaldi ...
...
Sameer : ik kaam karte he ...
Tabhi unko kabaristaan se ... kisi ke chilaane ki awaaj aati he
Aisha and sam chup jaate he ...
3 rd : saaalaa ye aawaaj kiskaa thaa ... Jaa jakar dekh ...
2 nd : haa bhai apan jata he ...
Wo nikaal jataa he ... Kabaristaan ki taraf ...
Usske jaane ke baad ... sam aishaa ko ishara kartaa he ..
Aisshaa ... Ik pattar uttha ke barmade ki taraf fekaati he ...
1 st : door open karkee ... Kon he ? kon he ?
3 rd : kyaa kon he kon hai kar rahaa he ... jaaa dekh ke aaa ...
1 st : okk bhai ...
Sam ishaaraa karta he ... jaise hi wo person bahar ghar se thodaa dur jataa he ... aisha picche se jakar ... Usko maar deti aise ki koi awaaj nahi hoo ...
Aisha was sam ke pass aati he ...
Kabaristan me ... Shree ko arjun bahar nikal leta he isse pahale ki koi aaye ... shree aur arjun ik ik ... Grave ke pattar ke picche chupe he ... wo ik admi ko aata huaa dekhaate he usske hath me gun he .
Arjun : shree goli maat chalana ...
Shree : ok sir ..
Arjun shree ko ishaara karta he ki ... wo admi ka dhyaan usski taraf se hataaye ... shree .. awaaaj kartaa he ...
Adaami uss awaaj ke picche jata he ... Arjun dusri taraf se jakar ..piche se addmi ko maar deta he ...
Arjun : ye to gaya isse pahale ki koi aura aye dhundho shree ...
...
Ghar me ...
3 rd : saale kahaaa maar gaye ye doono ... Ufff ab mujhe jakar dekhnaa padegaa ... wo admi adhaa nasshe me hai ...
3rd : me abhi aata hu agar tum me se koi bahar gaya naa to saaloo ye saari goliyaa yahi utar dungaa ...
Wo admi bahaar aataa he ...
Sam ready he ... wo aissha ko ishara karta he ... jaise hi admi bahar aata he ... sam ussko marke pakad letaa he ... Aissha room jakar saare baccho ko dekhaati he ..
Sam : ab tum bol ... ye bacche ka kyaa karne wale thee ...
3rd : apun ko nahi pata ...
Sam : tu aaisse nahi manegaa ... do chaar aur lagata he ..
3 rd : batata hu .. ye wo babu ko dene the ... wo isska kyaa karega nahi pata ...
Chotu : sir me inko dekhtaa hu ...
Sam : police force ko bataya tha naa ... ( tabhi waha ... force aa jaati he ... )
Aisha to children: dekho rona band karo ... ab hum aa gaye he naa ab me aap sab ghar jaoge ...
Police : sir ... saare baccho ko hum surakshit ghar pahuccha denge ,
Sam : chotu tum ... issko ETf le jao me waha isse puchtachh karungaa ... aishaa tum bhi jao ... Me aata hu
Sam graveyard ki taraf ...
Arjun and shree ...
Arjun shree yaha ... Ye jagah
Shree : haa sir yahi ik ... grave he jiss pattar par kuch likhaa nahi he ..
Arjun : right shree ...
Khodo yaha par ... Shree aur arjun usska pattar hatate he ...
Adar bohot saaraa drugs ke packets he ...
Sam ; to ye sab chall raha thaa yaha ...
...
Babu waha ata he but .. police aur ETF ki gadi dekhane ke baad bhaag jata he ...
so how was it ... plzzz batana jarur aur pasand aaye to like aur comment maat bhulnaa ... errors ke liye maafi
Thannk u 😃so much...from me and Annu :)... for ur likes and comments 😊... hugggs 🤗
Arakshi SS: Chance By Kismat Prologue, Part 1 and 2 Part 3: Arjun kneeled before lifeless Sakshi, who didn’t even blink from past 5minutes. She...
Hey all iam Navya , this is my first fan fiction, iam so obsessed of our beloved arakshi ,i almost read all ffs of arakshi ,now I thought of...
Hey guys I'm here with the prologue of my Ariya story, though the title hasn't been yet decided but i hope you will enjoy it. Prologue :Life is
Prologue The night was heavy. As if the air itself carried the weight of unspoken truths and unfinished emotions. A storm was brewing—not...
Part 1 The ETF office had always been a place of tension, urgency, and adrenaline, but today, an unusual silence loomed over the space. The...
41