Lamba wala update kaha tha?😆😆😆 Mujhe toh nahi dikha😆😆😆
Jagga tujhe toh pehle hi warning milgaya tha ki Arjun ko sab batade warna teri toh bura haal hojaayega. Par nahi tujhe toh Arjun se maar khaani thi. 😆😆😆 Ab dekh roz roz doctor ko bhi aana padraha hain teri ilaaj keliye😆😆😆
Samrat Sam ke parents ke saath aur unhe lagraha hain Aisha aur Sam ek doosre ko pasand karte hain aur Samrat ne unki galat faimi door bhi nahi ki aur Aisha Samrat par gussa hogayi aur Samrat hurt hogayaðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ Uff ho ye kya hogaya?
41