so romantic.
just loved it.
Arjun wants to be friends of Riya coz he used to see the jhalkiyaa of his another friend in her.
Arjun following her like her parchayi..
awesome.
continue soon.
Bigg Boss 19- Daily Discussion Thread- 9th September, 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 9, 2025 Episode Discussion Thread
🏏T20 Asia Cup 2025- AFG vs HK 1st Match, Group B, Abu Dhabi🏏
SUPER HEROO 9.9
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sep 10, 2025 EDT
Karan Nandini Kids are here
20 years of Salaam Namaste
MAIRA AGAYI 10.9
3 Years Of Brahmāstra
Sidharth Malhotra is just the same as Arjun Kapoor, just with looks!
Happy Birthday Akshay Kumar
How many more chances for Janhvi Kapoor!!?
Riya smiles and he leaves from there, she is hurt but on other hand she is happy, because she finds a true friends who really cares her, who never want to hurt her, why she was hurt she dont know ? But a smile spread on her face, which is not hidden from him, yes he is seeing her from some distance, she stands there for a minutes and leave , when she leaves he also makes his way towards exit.
Riya comes on her department but she is lost in somewhere, liza shakes her by her shoulder, she comes in reality, liza inquires her but she doesnt say any word, she simply nodded her head in no and smiles , she is still loss in thought.
Next day Riya reaches early, she waits him in the garden , she wants to dial his number she wants to say him she is in the garden waiting for him, but unfortunately she cant do because Arjun contact number is not her list. But her heart say her he will come, she was never wrong , he comes. A big smile also on his face.
He stops his bike by seeing her.
Arjun: hey Riya yahan kiya kar rhi ho.
Riya: kuch nahi actually mei aaj jaldi aa gai aur mera department lock hai , mei nay socha kyun na yahan tazi hawa mei kuch dair beth jaun.
Arjun: great.
Riya smiles only.
Arjun: bye bad mei miltay hain.
Riya want to talk with him but he left. She takes her handbag and moves to her department, whole day both are busy they dont have enough time to meet each other, but Riya as her daily routine she reaches towards the exit gate on the same time, when he leaves.
Arjun: hey Riya yahan kiya kar rhi ho.
Riya: mei , mei yahan oh ha Ravi say milnay aai thi.
Arjun: yar kabhi mujh say milnay aa jaya karo aakhir mei bhi tumhara dost hun na.
Riya: aur wo sab bhi toh mere dost hain.
Arjun: yahe toh mei keh rha hun un say milnay ka time hai tumharay pass lekin mujh say milnay ka time nahi hai, batein kara hun toh tum dour bhagti ho.
Riya: aap jar hay hain kiya.
Arjun: ha bye riya, miltay hai 15 din bad
Riya: 15 din.
Arjun: ha actually Riya mei department k kam say out of country ja rha hun for 15 days
Riya: aap mujhe abhi bata rhy ho, yahi dosti hai aapki Arjun.
Arjun is surprised because she call him by his name first time.
Arjun: relax Riya, sirf 15 din ki hi toh baat hai, bolo tumharay liay kiya gift laun.
Riya: mujhe kuch nahi chaheay, bus aap jaldi aa jaeay ga.
Arjun: pehlay janay toh do.
Riya: jaen
Arjun: Bye Riyu.
Riya: bye take care.
Riya has tears in her eyes , how she lives 15 days without seeing him, she feels some one pulls land under her feets, she straight goes in mandir and sits on her knees.
Riya crying continuously. : 15 din mei kaisay rahun gi, mei nahi reh sakti un k bina, unhen dekhay bina mera ek din nahi guzarta mei ye 15 din kaisay guzarun gi.
Liza sees Riya .
Liza: Riya sab theek hai na.
Riya wipes her tears.
Riya: ha.
Liza: tu ro kyun rahi hai.
Riya: kuch nahi bus yunhi aansoo aa gay.
Liza: nahi kuch toh baat hai ri, warna tu aaisay nahi roti.
Riya: nahi liza aaisi baat nahi hai.
Liza: are you sure ri?
Riya: yes.
Liza: par mei nahi manti kuch dino say tu buhat pareshan lag rhi hai.
Riya: nahi liza aaisi baat nahi hai.
Liza: tu batana nahi chahti toh nahi bata.
Riya: liza please
Liza: ok yaar
15 days passed but in those fifteen day Riya is unrest less, she is in her job but her mind is not present there, Riya behaves rudely with her colleagues , they were surprised after seeing her reaction, but they all know she is depressed.
On 15th day Riya wears a simple but beautiful dress , she never applies makeup on her face but that day she ready with light makeup. She wears ear rings which she is not use in office, she wears bangles also, she never uses bangle also in office because the voice of bangle disturbs hers, she looks simple but beautiful, she decided to told him how these day passed without him , she decided to shares her feeling with him.
Riya sees him and she cant control her happiness she stops near him , he also happy by seeing him.
Arjun: hi riya how are you?
Riya: I am fine, aap kaisay hai.
Arjun: mei bhi theek hun .
Riya: i miss you so much
Arjun: oh really tumhain deekh k toh nahi lagta.
Riya: I know.
Arjun: any good news.
Riya smiles and say yes.
Arjun: kiya.
Riya: I am going to marry.
Arjun: what?
Riya: ya I am going to marry. This is my wedding card.
Arjun: tum mujhe abhi bata rhi ho. Kaisi dost ho tum.
Riya: sorry par kiya karun apka number hi nahi tha mei aap ko kaisay batati.
Arjun: its ok Riya.
Riya : par mei kabhi aapko bhool nahi paungi.
Arjun: mei bhi.
Riya: I think I am in love with you, par aap bura nahi manah mei khush hun aapni shadi say bus aap say apni feeling shares ki hai.
Arjun: you are so stupid Riya? Are you mad mei nay kaha tha kuch ghalat nahi samjhana I need plain friendship but how can you do this.
Riya: Arjun please mei nay aap say badaly mei kuch nahi manga na.
Arjun: nahi Riya tum nay meri friendship par ungli uthai hai.
Riya: aap meri shadi mei aaeay ga zaror
Arjun: mujhe nahi aana.
Riya: par mujhe aapka intezar rhay ga.
Arjun: nahi riya tum nay humari dosti ka mazak banaya hai aur mei ab ye dosti nahi nibha sakta.
Riya: theek hai phir aap apni is dost ki bhi parchai kisi aur chehray mei dhond lejeay ga.
Arjun: what do you mean riya?
Riya: aap khud samjhdar hai samjh jaen gay.
Arjun is in shocked.
Riya: mujhe apni aakhri sans tak aapka intezar rhay ga, aur mujhe apnay dost par yakeen hai wo zaror aaey ga.
Arjun: no aur never.
On riyas wedding day:
Arjun is drinking, he lost his conscious riya words echos on his ears : theek hai phir aap apni is dost ki bhi parchai kisi aur chehray mei dhond lejeay ga. .
Arjun to himself: Kiya matlab tha iska, nahi mujhe nahi sochna tumharay baray me, nahi.. tum jhooti ho riya tum nay mujhe dhoka diya hai riya, meri dost nay mujhe dhoka diya, par kyun riya, tumhain yakeen hai na mei tumhain kisi aur ka hotay nahi deekh sakta , par ghalat ho suna tum nay tum ghalat ho Riyu, mei tumhain nahi chahta, jab mei tumhari shadi mei nahi jaun ga phir tumhara bharam tootay ga, aur yahi saza hogi tumhari riya.
Again her words Strikes on his ears : theek hai phir aap apni is dost ki bhi parchai kisi aur chehray mei dhond lejeay ga. Nahi he puts his hand on his ears
mujhe apni aakhri sans tak aapka intezar rhay ga, aur mujhe apnay dost par yakeen hai wo zaror aaey ga. , nahi jaun ga mei suna tum nay Riya.
nahi kiya mei jo soch rha hun wo sach toh nahi kiya kehna chahti thi wo , kahin wo nahi mei usay aaisa hargiz nahi karnay dunga, Riya tum mere sath aaisa nahi kar sakti
He throw the wine bottle and bottle breaks into several pieces
, he walk over the pieces.
In Riyas house:
Riya seems very happy because this is her wedding day. She is ready for her marriage suddenly her rooms doors opens and Arjun enters in her room.
Riya: aap she stands after seeing him mei janti thi aap zaror aaen gay
Arjun: mei ye shadi rokwanay nahi aaya hun mei toh sirf tumahri shadi mei shirkat k liay aaya hun.
Riya: jhoot.
Arjun: nahi mei sach keh rha hun.
Riya: phir jhoot, aur ye kiya aap nay pi hui hai.
Arjun: ha tumhain is say kiya.
Riya: jan sakti hun kyun.
Arjun: tum ny ye haq kho diya hai Riya.
Riya: phir jhoot.
Arjun: mei nay kaha na meri har baat
Before he complete his sentences Riya cuts him in between Jhoot hai yahi kehna chahtay thay na aap
Arjun: nahi .
Riya: theek hai man liya mei nay k aap sach keh rhay hai, phir aap nay apni aaisi halat kyun bana rakhi hai.
Arjun: mei sirf tumhain ye dekhnay aaya hun mujhe koi farq nahi parta.
Riya: Arjun kitna jhoot kahen gay aap , agar aap waqai meri khusiyun mei shamil honay aatay toh aaisay na aatay. (pointed towards his cloths), kyun k log aaisay is halat mei kisi ki khushiyun mei sahareek honay nahi jatay, aap kam iz kam kapray toh change kar letay.
He really very shocked by her answer, a small smile playing on her lips.
Arjun: riya tum chahti kiya ho.
Riya: mei kuch nahi chahti Arjun aap mujhe batao ap kiya chahtay ho.
Arjun: jot um nay kaha wo kiya tha Riya.
Riya: kab Arjun.
Arjun: us roz
Riya: oh who aap uski baat kar rhay hain.
Arjun: ha.
Riya: mei nay kaha tha mujhe meri aakhri saans tak aap ka intezar rhay ga aur mujhe apnay dost par yakeen hai wo zaroor aaey ga aur dekhen na Arjun meri aakhri saans say pehlay aap aa gay humari dosti jeet gai Arjun jeet gai humari dosti Alwida Arjun mujhe nahi bhula Arjun mei sirf ek hi hun Arjun meri parchai aap ko kisi aur mei nahi milay gi
She is near to fall but he hold her she looks in his eyes smiles for a second and closes her eyes , Arjun shakes her but she never opens her eyes she is no more, Arjun shouted her name but she doesnt listen , arjun holds her near his heart and he also closes his eyes, they both start journey of new world where they live ever, no one never returns from that world.
"US KAY SAR YE ILZAM NA DETE TOH WO MERA HOTA,
HUM DOSTI KO MOHABAT KA NAAM NA DETE TOH WO MERA HOTA
USKI GALI JATAY TOH ZARA SOCH K HI JATAY,
HAR KISI SAY USAY DIL KA PEGHAM NA DETE TOH WO MERA HOTA
WO DUKH KO PAL BHAR MEI MITA DETA THA,
BUS USAY USKI MESHAI KA INAM NA DETE TOH WO MERA HOTA,
That's all the story of pure friendship which always alive never ends
"US KAY SAR YE ILZAM NA DETE TOH WO MERA HOTA,
HUM DOSTI KO MOHABAT KA NAAM NA DETE TOH WO MERA HOTA
USKI GALI JATAY TOH ZARA SOCH K HI JATAY,
HAR KISI SAY USAY DIL KA PEGHAM NA DETE TOH WO MERA HOTA
WO DUKH KO PAL BHAR MEI MITA DETA THA,
BUS USAY USKI MESHAI KA INAM NA DETE TOH WO MERA HOTA,
Originally posted by: pinkerbell
hey dear awesome piecce of work..
beautiful writing..wonderful dialogue..and the poem at last mind blowing..u have shown a very different side of friendship today..bt y did u kill ariya??? i cried a lot..bt those lines were really beautifull.."US KAY SAR YE ILZAM NA DETE TOH WO MERA HOTA,
HUM DOSTI KO MOHABAT KA NAAM NA DETE TOH WO MERA HOTA
USKI GALI JATAY TOH ZARA SOCH K HI JATAY,
HAR KISI SAY USAY DIL KA PEGHAM NA DETE TOH WO MERA HOTA
WO DUKH KO PAL BHAR MEI MITA DETA THA,
BUS USAY USKI MESHAI KA INAM NA DETE TOH WO MERA HOTA,
hey guys! Sabse pehli baat toh ye ki writing crossover stories is difficult man. Is baar kar diya, dobara nahi hoga. So before we begin, I know...
Hey guys I'm here with the prologue of my Ariya story, though the title hasn't been yet decided but i hope you will enjoy it. Prologue :Life is
Let's join in the journey of Acp Arjun Suryakant Rawte and Riya with her son Abhimanyu.
Hey there guys! I'm looking for a story with Ariya. I'm not sure if it was a SS or FF. It goes something like this. Riya took Xora and was...
Surprise!!! [NOCOPY] So before anybody asks; No, this is not the CID crossover story. That is still under writing and will hopefully be...
451