Ch3.
Arjun and Riya enters the conference room.
Before he starts to speak,a voice asked,
voice: Aagaye aap dono?
Arjun and Riya immediately recognized that voice.It was Ariya.
Arjun's POV: Aaga bai,aaj toh maine khudhi apni shamat bulayi hai.Ab main kya karu?
Riya's POV: Hey Maa Durga,ekhon ki korbo?(Hey Maa Durga,Aab kya karu?)
Arjun looking at their colleagues and pleading to them for saving them from Ariya's anger.
Everybody look away from them.
Ariya starts her questioning.
Ariya gets up and marches towards them.
Ariya(angry): Sirf aur Sirf saach.Aur kuch nahin.Aap dono kahan thhe?
Arjun(mumbling): B..b..e.ta,hh..u..m dono com.mmm...issioner ke yahan gaye thhe?
Ariya(still in angry tone): Accha? Woh bhi subah 7 baje? Interesting. Commissioner sir ki office subah 7 baaje khulti hai,yeh nahi pata thha.Zara main bhi toh pata karu.Shree mamu,call the commissioner's office,please?
Shree: Beta,jaane do.
Ariya giving a glare at him.
Shree understood it and calls at the Commissioner's office.
Meanwhile,Ariya starts questioning Riya.
Ariya(angry): Toh,aap itni subah Market gayi thhi aur wahaan se Commissioner Sir ki office gayi thhi.Itni himmat ho gayi aap dono ki,ki,mujhe bina bataye chale gaye?
Riya: Sorry,beta... Lo,kaan pakar liya.
Ariya(still very angry at them): Nah...Khud ko Emergency Task Force ke officers' kehte ho,phir,itni jhoot... Mujhe jhoot se sakht nafrat hai aur saach ugalwane ka tareeka aap logo ko pasand nahi,samjhhe ya samjhhau?
Rathod(whispering to Ankita):Gusse mein ekdum baap se bhi zyada upar hai,aur,coffe ke mamle mein ekdum maa pe gayi hai.
Ankita(whispering back to Rathod): Ekdum... Dekhiye na,Arjun kaise Ariya ke samne bheegi billi banchuka hai? Aab Bhagwaan bachaye Arjun aur Riya ko.
Shree handsover the cell to Ariya.
Ariya: Police Headquarters,CBI senior officer Ariya Arjun Suryakant Rawte bol rahi hu,Please connect the call to the Commissioner,please.
Receptionist: You will have to wait,Ma'am.
Ariya(getting angry):Mujhe intezaar karne ki aadat nahi hai.Agar tumhe tumhari naukri pyaari hai,toh,jaldi karo.
Receptionist: Sure.Ma'am.
The receptionist transfers the call to the commissioner.
Commissioner: Hello,Commissioner Suryakant Rawte bolraha hu.
Ariya: Rishte mein toh main aapki poti lagti hu,hai na,Aazoba?
Commissioner: Haan,baccha.Bol,kaisi hai?
Ariya: Aazoba,main thik hu. Aajji kaisi hai? Waise,ek baat puchni thhi aapse? Kya aaj subah Aai aur Baba aaye thhe aapke yahaan,subha ke 7 baje?
Commissioner: Nahi toh.But,kuch der pehle aaye thhe,kuch kam ke silsile mein.Kyun?kya hua? Arjun aur Riya ne kuch kiya kya?
Ariya: Nahi,kuch bhi nahi kiya.Par,aab main karne wali hu.
Commissioner: Hmm...Ek tum hi ho jiske samne Arjun ka zero-tolerant gussa bhi pani hojata hai.Waise,CBi mein tumhe koi takleef nahi hai,na?
Ariya: Unlogo ki itni majal,ki,mujhe kuch kahe?Meri puri khandan toh police officers hai.Aap thaere Mumbai Police ke Commisioner,Baba thaere ETF ki ACP,Sam mamusaa thaere ETF ki chief,toh mujhe aur kya chahiye? Chaliye,Aazuba.Main rakhti hu.Sham ko milte hai.Bye.
Commisioner: Bye.
Precap: Arjun and Riya pacifying their police office daughter,Ariya.
1.3k