Originally posted by: ankita2804
**in a total filmy style**Kya karta ... tum hi batao... kya karta wo...???!kya koi aur chara tha uske paas...ek ho to chalta... yaha to itne itne lines hai,,,,bichara... kise chhod ke kise chunta...??!!! sab to patakhe ladkiya hai yaha...isliye usne soch liya... na rahega baas,, aur na bajegi baansuri...itne ladkiyo me se ek ko chunne se behtar hai ki... (baaki to aap sab samjh hi chuki hongi)😛 🤣
🤣🤣🤣