pata hai mai mera lappy ka password har roz change karti hoon.. Taki mom kabhi wo khol na paaye.. Ussmein bohot saare shaleen, barun aur vivian k photos hain...Originally posted by: kaveriw2008
wa kya baat hai ...aunty se meri kabhi baat karana...mein unhe aur bhi kuch batati hoon jisase to ...tu samjh gayi na...
16