Muh mein itna saara khana thoos kar Jagat Mata ne teeno bachcho ko kiss kar liya 🤢
And in return they said, I love you Dadi, Nani, Badi Mummy!
Ye Orat Kavya ki beti ki Badi Mummy kaise hui? Aaj tak Anupama ke bachchon ne to Kavya ko Choti Mummy kaha nahi, keh dete to Maa kaat ke kachcha kha jaati Kavya ko usse uska Maa hone ka haq cheenne ke liye!
7