Suppose anupama capable of being carry own biological baby at age of 45 to yeh pakhi toshu kya karte tub bhi yahi kehte kya aap is umr mein kid kyon paida kar rahi hai hum use apna bhai ya behan nahi maange
To kya ek maa just because their elders children don't like to accept to kya anupama apne bache ki insult hone de ya phir apne bache ko kude daan ya, kisi anath aashram mein daal aati ya phir abortion kara leti
I know jub doosra bacha hota hai to first child ko bura lagta hai kyonki use ab tuk poora attention milta aa raha tha aur woh sochta hai अगर doosrs bacha to use pehle jaise attention nahi milega
But iska मतलब yeh nahi ki maa koshish nahi karegi siblings aapas mein pyar se na rahe
Kaun maa chahegi bhai behan aapas mein jhagda kar ke rahenin
18