Originally posted by: arya212002
Kya humare T gang ke bhaare mein poore IF mein janakari hai kya 😲🤣🤣
aisa hai toh kisi aur forum ke liye naya account hi banwana padega if ever joining 🤣🤣
dekh bro! abhi toh i am busy with you guys.. toh mera toh filhaal koi iraada nahi..
na kisi aur forum mein jaane ka aur na kisi aur jodi ko ship karne ka.. i am happy with my MaAn and you guys.🤗
baki after anupama nahi pata kiya hoga.
1