Rajan shahi personally fond of anuraj chemistry
🏏T20 Asia Cup 2025: Match 19 - Final: India vs Pakistan @Dubai🏏
DIL DOORMAT 27.9
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 28th Sep 2025 - WKV
BOOTH ROAMING 28.9
Is noina mandira post plastic surgery?
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 28, 2025 EDT
CID episode 81 - 27th September
70th Filmfare Awards Nominations
Ranbir Kapoor Birthday Celebration Thread 🎂🎂
Revisiting 90's nostalgia
Diana praises Deepika Padukone’s work ethic
SAMAR ki hogi re entry !!
🎶🎵Tribute to Lata Mangeshkar on Her 96th Birth Anniversary🎵🎶
Mihir ka Noina pe ato..oot vishwas
Geetanjali to die?
Ahaan’s next with Sanjay Bhansali? 🔥
Maan and Geet- Love Wins Against All Odds..
Rajan shahi personally fond of anuraj chemistry
The truth Kyunki lectures ka tu Aik paisa ka asar nahi hua shah parivaar par, sab Waisai kai Waisai hi hain Jaisai pehlai din thai.
😆 khud ki family ne to iski dhazziyan uda di tab iski jubaan nahi khuli..thappad to bhot door ki baat thi..
Iske bacche ise lekar embarrassed rahe tab iska thappad bahar nahi aaya..
Iska wo doguli saas hamesha iski insult karti rahi..iska pati hamesha ise darata dhamkata raha tab iska thappad bahar nahi aaya..
Par kavya or mukku par hi thappad nikalte hain iske..🤢
Twitter mein kiya hai. Official confirm mini web series abhi 4,5 din ke pehle ki baat. Hai Aur mera account twitter mein nahin hai tum khud check kar lo
22 march se anuraj ka prequel on air hoga yeh yeh mini web series hai
Originally posted by: Priyankaa.jain
😆 khud ki family ne to iski dhazziyan uda di tab iski jubaan nahi khuli..thappad to bhot door ki baat thi..
Iske bacche ise lekar embarrassed rahe tab iska thappad bahar nahi aaya..
Iska wo doguli saas hamesha iski insult karti rahi..iska pati hamesha ise darata dhamkata raha tab iska thappad bahar nahi aaya..
Par kavya or mukku par hi thappad nikalte hain iske..🤢
Dogli anupama Anuj ko totally le dubi . Kya bewkoof bana kar darkness mai rakkha Anuj ko and usko ek bar bhi vanraj ke motives ke bare mai inform tak nahi kiya 😡
Originally posted by: surabhi01
22 march se anuraj ka prequel on air hoga yeh yeh mini web series hai
Series ka name hi anuraj rakh diya h kya gadho ne?🤪
Originally posted by: sweet_tania
Dogli anupama Anuj ko totally le dubi . Kya bewkoof bana kar darkness mai rakkha Anuj ko and usko ek bar bhi vanraj ke motives ke bare mai inform tak nahi kiya 😡
Na khud kuch kiya na kisi ko karne layak choda isne..😆
Abhi tilte ke baare mein pata nahin
Yahan anupama ne anuj ko kai baar manna kiya property transfer mut karo kyonki vanraj malvika ko manipulate kar sakta hai
But phir bhi anuj ne emotion mein aakar property sign kar diya
Originally posted by: surabhi01
Yahan anupama ne anuj ko kai baar manna kiya property transfer mut karo kyonki vanraj malvika ko manipulate kar sakta hai
But phir bhi anuj ne emotion mein aakar property sign kar diya
Anuj kapadia ki poori life ek waste hai seriously..atleast dikhaya to aise hi hai..
Itna Educated , rich and handsome hone ke baad bhi aaj ye haal hain uske..
Such a waste🤪