Bhaiyo behno aa jao aaj ka masala ready hai🤣
To madam anupama ko lagta hai..vanraj jhutha ho sakta hai..badtameej ho sakta hai..ziddi ho sakta hai..adiyal ho sakta hai..dhokhebaaz ho sakta hai..bahar affair kar sakta hai🤢🤢
Uske bedroom me pakda ja sakta hai..baccho ko mentally abuse kar sakta hai..apni biwi ko pagal bata sakta hai..apni behen se ghar ke papers sign kara sakta hai..🤢🤢
Anuj ke yahan jakar baar baar dogs ke jaise tamasha kar sakta hai..ex wife ka character assassination kar sakta hai..ex wife ko mumbai tak stalk kar sakta hai..🤢🤢
Par..par..
Wo ghatiya nahi hai..👏👏
Ab ghatiya hone me or kaun si quality baaki reh gayi..plz batao doston..🤣
831