Yeh log sreemoye ko hi copy kar rahe hain bus fark hai yeh character change ho gaya
Us sreeemoye ki beti ko chotu se pyaar hua tha aur vanudya chotu ke against tha aur yahan mukku ko avinashi se pyaar hua hai aur anuj avinasj ke against hai
Yeh pakhi ka track to nahin dikhaya but mukku mein pakhi ki aatama daal kulr jaroor dikha rahe hain
8