uski kise padi hai but story wise soch kar hassi aa rahi hai ki character ko kya jhatka lagega š¤£jo evil hai unhe aise karma milta dekh maza toh ayega hi našOriginally posted by: magicalM
Frankly ab show ka real hero Anuj hi haišaudience ne bhi Anuj aur Anu ki jodi MAAN ko full accept kar liya hai. Ab Vanraaj anti hero hi lagta hai . Ye Anuj ka Anupamaa show mein aana Jackpot hai āļø. Vanraaj agar kuch dino tak na bhi dikhe to i don't think ki TRP pe koi jyada asar hoga. š