Selfish friend anupama?? Arey anupama ne devika ko help ke liye call bhi nahin kiya in25 year mein jub anupama ko vanraj aur leela torture karti thi
20 lakh loan ke liye anupama ko devika ko call nahi kiya. Anupama khud ke liye bhi baa ko jawab nahin deti hai. Yeh to devika ko pata hai
Devika ko pata hai anupama baa se bolne mein kitna darti hai. Arey jub devika anupama ko pehli baar jub 25 year mein milne aayi to jo devika anupama ko sath mein घुमाना chahti thi tub anupama devika ke saath bahar jaane mein dar rahi thi
Aur anupama ne baa se permision li tub anupama devika ke saath bahar ghumne gayi. Aur bahar jaa kur bhi anupama panic ho ke devika ko bol rahi thi ki mujhe jaldi ghar pahunchana. Anupama kaafi dari hui thi kahin mujhe ghar pahunche mein late na ho jaaye
And devika know it very well
Anupama weak hai dar jaati hai ya respect ki वजह se nahin bolti but anupama selfish nahin hai This is wrong word for anupama.ki anupama selfish hai Aaj tuk anupama ne kabhi khud ke fayda ke liye devika ka use nahin kiya