https://www.bankbazaar.com/sbi-home-loan-application-form.html
Now it clearly say agar loan form mein khuch bhi galat bhara hai to loan reject ho jaayega
. There are two things
Bank say ki loan nikal gaya hai it means anupama ne loan form correct bhara tha otherwise loan form accept nahin hota
Agar maan lo anupama ne tension ki wajah se galat jagah sign kiya hai to anupama naya form lekar phir se sahi bhar ke correct amount likh sakti hai aur sign jagah pe sign kar sakti hai
But one thing i dont understand how Even if anupama ne bina padhe sign kiya to how does it give right anyone to take 40 lakh from bank and run away
Support maine loan form agar information bhari to mera form reject ho sakta hai but it does not give right anyone to take money illegaly
Kyonki loan form alag hota hai. Paise with draw ka form alag hota hai. Paise transfer karne ka form alag hota hai
Then how could those fraud take out money through from someone else loan form
Anupama ke so called bank ne loan form ke detail check karne ki jaroorat nahi samjhi aur na account holder ke jo anupama ne jo document diya for loan like pan aadhaar, phone number account number Is detail ko bank ne computer mein jo alrady anupama ke detail feed hai use match karne ki jaroorat nahin samjhi aur kahin ka kahin account mein paise transfer kar diya ??
Agar koi kisi ko bade amount nikalne ke cheque bhi de to to bhi bank account holder se confirm karti hai ki ki inko itna, pay karein ?
Aur agar cheque mein self likha hai. Agar koi kahe doosre se maine is cheque mein apne sign kar diya hai aur cheque mein self likha hai to Even kisi ne apne sign karke self likh ke doosre se paisa nikalne bheja to bhi bank kisi doosre ko paisa nahin degi chahe usme account holder ki marji kyon na ho ya usne anjaane mein sign kiya ho
Bank tabhi paise degi jub cheque mein "self ' likhne wala aur sign karne wala khud bank aakar paisa with draw kare.
Edited by surabhi01 - 4 years ago
18