Ek aur hai hamaare yahan usne cooker tawa utha ke faikna shuru kar diya aur kaha mujhe akele kaam nahin hota
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sep 13, 2025 EDT
PARAYI AURAT 13.9
🏏T20 Asia Cup 2025 Ban vs Sri Lanka, 5th Match, Group B, Abu Dhabi🏏
Tanya was fab today👏🏻
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai, 14th Sept '25 Episode Discussion Thread
Two contradictory dialgues in single episode? Aurton se Rude nai hona?
KIARA THROWN 14.9
Anupamaa 13 - 14 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
🏏T20 Asia Cup 2025 India vs Pakistan, 6th Match, Group A, Dubai🏏
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 14th Sep 2025 - WKV
When a lie is repeated hundred times…
Katrina won't announce her pregnancy, is she?
Bb top 5 - guess
Prayansh Aransh Anpi FF: Swapnakoodu
Cocktail 2 begins shooting with Shahid ,Kriti and Rashmika!
What happened to Tiger Shroff? Why did he decline?
Which movie is your 1st choice on 2nd October?
Malla and ARS running crime list
Ek aur hai hamaare yahan usne cooker tawa utha ke faikna shuru kar diya aur kaha mujhe akele kaam nahin hota
Originally posted by: surabhi01

Kisne? Aisa kaun hai be
Originally posted by: musicalstorm
Personally I dont believe in any period rules...
This is a secret which I and mummy know...That I have entered temples during my period days. I dont believe any rules.
My God is so so so so dearest to me. He is the one to set the system of ours and I see it is a natural process. I dont believe in any menstrual rules. My mother doesn't likes it, but I am very firm when it comes with me and my GOD. I dont listen to anybody.
Because of menstruation this world exists.
Dont wanna offend anyone with my thoughts at all. Because the rules mankind has created and not GOD
Sorry if I offended anyone, I am the most liberal one when it comes to GOD
As I Love my MAhadev and my Krishna very very much
Frankly mere ghar ke menstruation rules se mujhe itna farak nahi padta bcoz main mandir ka waise bhi koi kaam nahi karti, main toh ye bhi believe nahi karti ki pray karneke liye mandir jaana zaroori hai. According to me pray kahin se bhi kar sakte hai. Ghar ke mandir main haath jodke pray kar leti hun aur kabhi time nahi mila toh office jaate waqt while traveling in train I pray, bahar temples main nahi jaati, bcoz jo bhagwan mere ghar ke mandir main hai wohi bhagwan bahar temples main bhi hai, to mujhe ye logic nahi samajhta to go to particular temples to pray. Mere ghar wale toh mujhe isliye naastik hi samajhte hai.
Actualy ghar mein function tha to use sabka khana akele bana pad raha tha
Subah se shaam ho gayi use rest nahin mila to kaam karte woh bahut thak gayi aur koi help bhi nahin kar raha tha to out o frustation usne sabke saame cooker phek diya

Mujhe nastik nahi samjhate... Bhale mein temples roz nahi jaati...But my faith is more strong than everyone in my house...
And that faith is from the day I faced two incidents...Two incidents which made me feel that entity is helping me.
Shradhha hona avashyak hai, Dar ke Maare Mandir to Sab JAate Hai
It always happens with me Niyo...When I travel, I get in periods. I was in Siddhivinayak temple, are saal mein baar baar thodi darshan ke liye aayenge. Ek baar aate hai. Same I was in USA, in Srilanka har baar mein temple mein jaati hi hu

I am exactly like this ❤️
Originally posted by: surabhi01
Actualy ghar mein function tha to use sabka khana akele bana pad raha tha
Subah se shaam ho gayi use rest nahin mila to kaam karte woh bahut thak gayi aur koi help bhi nahin kar raha tha to out o frustation usne sabke saame cooker phek diya
Cooker ke saath mujhe thoda dar lagta hai..Aur woh usne fenk diya? Kisiko zor se lagi hogi
I have realised we both are similar in many ways ❤️
Originally posted by: musicalstorm
Mujhe nastik nahi samjhate... Bhale mein temples roz nahi jaati...But my faith is more strong than everyone in my house...
And that faith is from the day I faced two incidents...Two incidents which made me feel that entity is helping me.
Shradhha hona avashyak hai, Dar ke Maare Mandir to Sab JAate Hai
It always happens with me Niyo...When I travel, I get in periods. I was in Siddhivinayak temple, are saal mein baar baar thodi darshan ke liye aayenge. Ek baar aate hai. Same I was in USA, in Srilanka har baar mein temple mein jaati hi hu
Arre main kitni baar ghar ke mandir main haath nahi jodti, isliye bolte hai mujhe naastik 😂😂
Mere dad roz Ambe mata mandir jaate hai kabhi miss nahi karte, but lockdown ke waqt sab band ho gaya, tab maine bola unko ab chalaya na mandir jaaye bina, toh aage bhi zaroori nahi hai roz jaana, his problem is he will go to mandir even if he is unwell, kisiki nahi sunte. So isliye lockdown ke waqt sab band ho gaya, tab unko samjha roz mandir jaaye bina bhi chal sakta hai.
Cooker usne jameen pe patka tha
Kisi doosre ke upar nahin feka tha
https://www.indiaforums.com/article/anupamaa-mere-anuj-tere-papa-banne-se-pehle-anupama-gives-it-back-to-rahi-in-her-old-avatar_225098
4