No anupama did not serve food to kavya.
Anupama ne kavya se khaana le rahi in order to serve to baa and bapuji but kavya ne mana kar diya but anupama kahin bhi kavya ko food serve nahin karne jaa rahi thi
And coming to serve tea for vanraj anupama jub bapuji ke liye chai la rahi thi to vanraj le aayi
Agar vanraj akele hota to anupama kabhi chai nahin laati vanraj ke liye
Waise bhi anupama ne kavya ko bol diya hai ki tum agar chaho vanraj ke liye coffee bana sakti ho
Agar itna hi shauk hota anupama ko tea serve karne ka to anupama vanraj ke liye coffee bhi bana, leti phir kavya se kyon kehti coffee banane ke lour
And anupama has no interest in staying with her sautan isliye usne wahaan se jaana chahti thi but pakhi ne ki wajah se ruk gayi
Anupama said to vanraj when pakhi will get fine she will go from there
Vanraj to aisi hi soche jaa rahe hain ki anupama ne use 10 saal baad nikal diya to. Seriously vanraj ko aisa lagta hai ki anupama sautan ke saath 10 saal rahegi ?aur vanraj ghar se baahar nikaal degi ?
Height of prejudice about anupama by vanraj . Acha hai anupama ne vanraj ko yeh baat clear kar diya ki woh bus pakhi ke theek hone tuk yahan ruki hai phir woh chali jaayegi vanraj to chup ho gaya
And also when samar angrily se refuse kavya not serve him then anupama also said to kavya ki samar apna khaana khud paras lega
Aaj to kisi ne bhi anupama ko maid ki tarah treat nahin kiya aur na taunt kiya
Aaj ke episode mein baa kinjjal sub ne kavya ko hi taunt kiya ki vrat mein khaana khilana punya ka kaam hota hai aur anupama ko sub ne ( except kavya)dinning table mein respect ke saath bithaya aur anupama ne aaj sabke saath khana khaaya
Aaj ka episode kaafi accha tha
Edited by surabhi01 - 4 years ago