Thank you angel, Riya, mitras, viditifan, Sakshi , babygirl n shrishti
Here is the part
In hospital
Aditi is so happy after all vikrant is out of coma now she just hugged vikrant
Adi-mai bahut khush hu vikrant finally Tum coma se bahar aa gaye
Vi-aata kaise nahi mere sipahi ko aise aekla thodhi na chodunga aur tumhara khana kon khaega dekho akele akele khana khake moti Ho gayi Ho Tum
Aditi just Smile finally he is back in his avtar
Then there suresh sir comes
Su-aacha hua vikrant tumhe hosh aa gaya varna tumhari chinta me aditi bhi hospital pahuch jati
Vikrant looked at aditi n she is looking down
Su-partners ho to tum dono jaise ek ko kuch hota hai to dusra uski bahot care karta hai, ab vikrant ko kuch hua to aditi hi halat kharab ho gayi thi aur jab aditi Tum gayab ho gai thi to vikrant to jaise toot hi chuka tha aur to aur use anti depressing pills bhi lene shuru kar diye the
Now aditi is shocked n looked at vikrant n he is looking here n there
Then suresh get a call n he leaves
Adi-vikrant sir Kya kah rahe the? Tum pills le rahe the?
Vi-vo. vo. Meri chodo pr Tum bhi mere liye bahut pareshan thi bolo bolo
Adi-vikrant topic change mt karo
Vi-mai Kaha topic change kar raha hu Tum pahele muze jawab do fir mai dunga
Adi-pahele Tum
Vi-tum
N they continued like this n vikrant finally sleep because of medicine effect
Aditi looking at vikrant -pagal hai pura n smiles
Aditi also got tired she sleep there only on couch finally today she will get a peaceful sleep bt wait is it?
Aditi is sleeping suddenly she heard some sound
Vanraj-vikrant ko bacha ke bahut badi galti kar di tumne pr ab galti ki hai to saza to milegi aur vo bhi kisi apne ko khokar hahaha hahaha
Dream broke n she get up with a jerk with all frightened
Adi-ye kaisa sapna tha aur iska Kya matalb hoga, kahi vanraj ne jo Kaha kahi vo sach mera koi apna.. Mera to sirf papa aur vikrant hi hai(she didn't even realize that she considered vikrant her apna)
Aditi looked at vikrant he is sleeping peacefully she decided to go outside n called her father
Adi-Papa aap thik to hona?
Ra-ha adu tu thik haina itna late call kiya
Adi-ha papa mai thik hu bas aapki yad aa rahi thi
Ra-vaise vikrant kaisa hai ab?
Adi-vo thik hai papa usse hosh bhi aa gaya filal so raha hai
Ra-that's why u are sounding happy cahlo ab mai bhi chinta mukt ho jaunga ki tera khayal rakhne ke liye hai vaha koi
Adi-accha papa mai rakhti hu aap apna khayal rakhiye bye
Ra-tum bhi apna aur vikrant ka khayal rakhna bye
Aditi comes inside bt she is still in tension then vikrant also get up n looking at aditi he gussed there is something which is disturbing her
Vi-kya hua madam?
Adi-kuch nahi jara thak gai thi
Vi-are Tum ghar jake aaram se so jao
Adi-mai thik hu vikrant aur ek bat batao ki agar meri jagah tum hote to muze aise chodke jate?
Vi-nahi pr mai thik hu Tum tension mat lo aur to aur kal muze discharge bhi mil jaega
Adi-kisne Kaha aisa? Meri doctor se bat ho chuki hai aur unhone kaha hai ki kuch din tumhe hospital me hi rahena hai
Vi-in mind -are vo doctor Kya uska bap bhi muze discharge dega
Adi-doctor ko dhamkane ki sochna bhi mat
Vikrant is shocked -are ye to man bhi padhne lagi -nahi Mai aisa kuch nahi soch raha muze nind aa rahi hai Mai so raha hu n he cover himself all with bed sheets n sleep
Aditi also sleeps
In morning
Vikrant gets up late due to medicine effects he didn't saw aditi n ask nurse standing there - vo aapne meri partner ko dekha Kaha hai vo?
Nu-vo to subah hi chali gai
Vikrant thinks - shayad koi Case aaya hoga usse call karta hu, he called aditi bt her phone is not reachable- shayad busy hongi bad me try karta hu
All day goes bt still aditi didnt returned n her phone is also not reachable now vikrant fears n decide to call suresh
End, sorry for typing misktake n leaves comment