UNSAID LOVE (ANJAAN special crimes unit)
.
.
.
(They came out of shaitan chowki and were in GIRISH's car)
GIRISH: aditi i have a gift for u on the back seat dekho jara.
(ADITI unwraps the gift and it was a beautiful pink kurti white white embroidery)
ADITI: OH MY GOD! GIRISH tumhe abhi bhi yaad hain mujhe pink colour kitna pasand hain and ye to bohut jyada sundar. THANK YOU SO MUCH. I love it.
GIRISH: bas isi smile koi toh dekhna chata tha main. Waise i want u too wear this on our lunch. Please?
ADITI: areh GIRISH tum bhi na. Acha thik hain mera ghar raste par he parega toh mein change kar lungi. Waise mere ghar me toh kabhi aye nahi.
GIRISH: thik hain aditi. Jese tum kaho.
(Aditi n girish uske ghar rukte hain)
ADITI: tum edhar betho living room mein. Main change karke ati hun.
(Meanwhile in shaitan chowki vikrant ka kisi cheez mein man nahi lag raha tha woh sirf aditi ki bare mein hi soch raha tha ki girish aur aditi kya kar rahe honge. Usne socha aditi ko call lagane ki but usne dekha ki aditi apna phone wohi par bhul gayi hain)
VIK: areh aditi toh apna phone yehi par bhul gayi. Bhulegi bhi kyun nahi itni jo excited thi us girish ke sath "DATE" pe jane k liye. Chalo us girish ko hi phone kar leta hu isi bahana n poochta hu woh log kaha hain n kya kar rahe hain.
*VIKRANT CALLS GIRISH*
VIK: hello girish?
GIRISH: hello bolo vikrant.
(Vik thinks lo "aap" se "tum" mein agaya)
ViK: woh actually aditi apna phone yehi par bhul gayi hain. Woh hain kya?
GIRISH: hain woh kapre change kar rahi hain.
(Vik to itna shock ho gaya tha ki woh dusri bar coma chala jata)
VIK: kapre change kar rahi hain? Matlab?
GIR: actually hum lunch main ja rahe hai toh use bola change karne k liye. Use ek gift di hain wohi pehne ko bola hain. Waise hum usi k ghar mein hain tum aa jao edhar uska phone leke. Waise bhi chowki k paas hi toh hain.
VIK(usne to girish ko mar hi dalna tha): ha main aa raha hu.
(In aditi's house)
*ADITI COMES OUT WEARING THE BEAUTIFUL PINK KURTI. SHE HAD BRAIDED HER HAIR AND HAD DONE LIGHT MAKE UP. SHE WAS LOOKING VERY GORGEOUS AND BEAUTIFUL. KOI BHI USE DEKH KAR FIDA HO JATA*
(Girish muh khol kar use dekh raha tha, jese woh chalne lagi achanak se uska leg floor mat pe ulajh gaya aur woh girne hi wali thi ki girish ne use baho me pakar liye. Bilkul romatic style me.)
(Ghar ka darwaja khula tha vikrant usi samay ghar ke andar aya aur ye scen dekhke uska dil k hajaro tookre ho gaya.)
...to be continued...
Please comment and let me know what do you want to read in the next chapter and if you want me to continue.
IGNORE TYPING ERRORS OR ANY OTHER MISTAKES. HOPE YOU ENJOY!