Aarohi ki zyada galti hai. Apni beti ko secure feel karana aarohi ka primary responsibility hai.Aarohi ko acche se pata hai ki Abhimanyu ko relations balance karne nahi aate hai, kabhi bhi shaddi se backout kar sakta hai and trustworthy nahi hai fir bhi kabhi line draw nahi kiya Abhimanyu and Ruhi ke bich.Originally posted by: shwetha85
Why are you so hell bent for Abhinav' death? What did he do? Toxic character is Abhimanyu. Because of him Aarohi 2.0 (Roohi) is getting ready
Akshara ke jaise aarohi ko bhi apni beti ke liye abhinav jaisa ladka pasand karna chahiye tha lekin aarohi ne hamesha Abhimanyu ki biwi banne ki apni wish ko preference diya isiliye Ruhi and Abhimanyu ke rishte ko bhi badhava deti rahi.
Agar aarohi ne neil ki death ke baad birla house mai pade rehne ke badle Akshara ke jaise kisi sorted admi ke sath dusra shaddi kiya hota toh ruhi aise react na karti
5 saal ki bacchi ko insaan ki Parakh nahi hai lekin uski maa ko toh insaan ki Parakh hai na!
Ruhi ki maa ho kar bhi usne apni beti ke liye secure future nahi socha aur complex personality like Abhimanyu se shaddi ki ummid laga kar baithe rahi, toh Abhimanyu ko he blame kyun karna!
4