seju... ๐ค... Thanku so much dear... I'm very very glad that u liked it... n I know that u love the wiking part... lol... u can also try that for ur ish... ๐... I'll write more soon... ๐
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 23rd Sept 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 23, 2025 Episode Discussion Thread
MOOH KHUL GAYA 23.9
Katrina and Vicky officially announce her pregnancy!!!
🏏Pakistan vs Sri Lanka, Super Four,15th Match (A2 v B1) Abu Dhabi🏏
Anupama bags some Star Pariwaar Awards
New timslot of Show
Complaint Against The Ba***ds Of Bollywood
Sonam Kapoor Announces Bollywood Comeback
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 24, 2025 EDT
TRAUMA KAHA 🤧24. 9
OSO was based on Divya Bharti death?
Abhira is most pathetic character in gen4
Shah Rukh Khan, Rani & Vikrant at the National Film awards ceremony
Back to square one: Tosu is forgiven 🤣🤣🤣
Pranit killed it today
Farhana constantly goes on family
All the activism/feminism is reserved for kachara FL?
🏏T20 Asia Cup 2025: IND vs BD, Match 16, A1 vs B2 - Super 4 @Dubai🏏
seju... ๐ค... Thanku so much dear... I'm very very glad that u liked it... n I know that u love the wiking part... lol... u can also try that for ur ish... ๐... I'll write more soon... ๐
Originally posted by: nivedha_123
first of all very very very sorry for commenting late saru di.๐ญ๐ญ...superb part.๐.๐...naitik helping akshara in cricket,,๐,,so sweet of him.๐...and akshi winked at naitik is so cute.๐...ur a good ff writter๐...precap is also interesting๐๐ณ...thanks for the pm๐...plsss update soonโญ๏ธ
Originally posted by: stuti_naksh4eva
Maate... Pranam๐คฃ
Currently, my net is... for a change... NOT acting gay...
so... as promised... i m editing my post...
In Lamhon Ke Daaman Mein... Baaki Jase Rishte Hai... Koi Karna muhabbat ka...
Dohraate Farishte Hai...
Nagmein hi Nagmein hai jaagti soti fizaayon mein...
Ishq hai jaise hawaayon mein... ishq hai jaise... hawaayon mein๐ณ
i m in love with dis song... after ur ff started๐ณ
di... i love your ff very much... ur simplicity and ur clear honest and virtous mind reflects in it.. the way u say that "u r feeling shy in this much romance only" when i tell u to add more... is such a out of the world feeling... i love this shy and sweet maate of mine๐ and i m sure.. i will never let her change... even if she becomes naughty bcoz of sejti talks, she will remain my ss๐คฃ ok ok... my saru di๐คฃ
it became over senti na didnt want to make it dat way... whatever is coming to my mind... my fingers are typing it... u noe na,.. i m extra happy to BE BEFORE SEJ in reserving my post๐คฃ๐คฃ well... y shudnt i huh? ofcourse i wud be happy... i m THE FIRST PERSON to comment on ur second thread
bahut ho gaya black and white post na...
let us party... after my net becomes sane... we will party... k? my coolbie party is also left๐
i know the post is not that long... but for now.. itna hi...
next thread k liye bachana padega ki nai haan?
love,
ur chotu
Part 14:
Its evng 5.. All the men selects n open area where they can cook food.. They make arrangements der so that they can cook.. They start cutting vegetables.. Men ask the boys to get the recipes of the items which they r going to prepare..
Shourya: pata nahi ab hum recipes kaha se le aayenge.. ๐
Naitik: haa mein apna laptop bhi nahi laaya..
Mohit: arrey yaar mere paas ek zabardast idea hai..
Naitik: kya??
Mohit: arrey hum is baar aunties ki baatein chupke se sunlete hai.. zaroor woh cooking n recipes ki baare mein hi baat kar rahe honge.. ๐
Naitik: arrey itna kuch hone ke baad bhi tu nahi badala.. tumhara yeh bakwaas idea band kar.. didi sahi keh rahi hai tum utne smart hai hi nahi.. ๐
Mohit: tu woh ladkiyon kaa support mat kar.. aaj unhi ke vaje se hamara yeh haal hai.. ๐ก
Shourya: ab yeh sab chhodiye.. pehle yeh socho ki hum recipe kaha se laaye..
Naitik: mera paas ek idea hai..
Mohit: kya??
Naitik: agar aap mujhe support kare toh mein akshara se recipe le sakta hu.. ๐
Mohit: kyaa???? Akshara bhabhi se???๐ฒ๐ฒ
Naitik: haaa...๐
Shourya: woh kaise?? Sab log hum se naraz hai na.. woh hamse baat bhi nahi kar rahi hai.. phir woh hamari madad kaise karengi?๐ฒ๐ฒ
Naitik: haa sab ladkiyan hamse naraz hai.. lekin meri akshara nahi.. ๐
Mohit: woh kaise??๐ฒ Aaj subah bhi tum dono hamare saamne lad rahe hai na?? phir??๐ฒ
Naitik: tum logon ko recipe chahiye ya hamare baare mein jawab chahiye?? Sochlijiye..
Shourya: mohit tu chup kar.. agar hum recipe nahi diye naa toh bauji aur daddaji sab hum par gussa karenge kyun ki yeh hamare vaje se hi ho raha hai..
Mohit: haa yaar tu theek keh raha hai.. acha naitik.. hume recipe hi chahiye.. tum kisi na kisi tarah recipe dedijiye..
Naitik smiles n immediately sends msg to akshara's mobile asking the recipes.. akshara accepts it n after some time she messages saying recipes are ready.. Naitik says to boys that now they have to go to girls room to get the recipes..
Mohit: lekin hum aise kaise jaa sakte hai.. bhabhi thodi na sab ke saamne hame recipe dengi..
Naiitk: isiliye mere paas ek idea hai.. hum log seedha nahi peeche se jaate hai.. ๐
Mohit: matlab?? ๐
Naiitk: matlab yeh hai ki.. mein akshara ko balcony mein milta hu.. ๐ณ๐
Mohit: kya??? Balcony mein??? Phir se?? arrey mujhse nahi hoga yaar.. please...
Shourya: phir se matlab pichle ek baar isi tarah mile hai kya?? ๐
Naitik: daadu woh sab choddijiye.. aap log mujhe help karenge yaa nahi??? Aapko recipes chahiye yaa nahi??
Shourya: nai nai hume recipes hi chahiye..
They all go the back side of the hotel.. Shourya n mohit helps naitik in climbing the balcony of the room where all girls r der.. with very difficulty finally naitik climbs the balcony n msgs akshara to come to balcony.. akshara comes der n surprises seeing naitik..
Akshara: naitik... Aaap... (naitik drags her towards him n immediately closes the balcony door)๐ฒ๐ฒ
Naitik: congratulations.. aap log jeet gaye..
Akshara: thanku naitik.. aap ki vaje se hi hum jeethe hai..
Naitik: lekin aap ne mujhe cheat kiya.. yeh sahi nahi hai.. ๐
Akshara: sorry naitik..
Naitik: aise nahi chalegaa...
Akshara: acha.. (she kisses him on both his cheeks..) aisa chalega??๐ณ
Naitik: maafi keliye chalegaa.. meine aap ko game mein help kiya naa.. uskeliye yeh kaafi nahi hai..๐ณ
Akshara: acha.. (she again kisses him on both cheeks) ab??๐ณ
Naitik: ab meri baari hai..๐ณ (he was about to kiss akshara..)
Akshara: nai naitik.. koyi dekhlega..๐ณ
Naitik: abhi tak aapne kiss kiya naa.. tab koyi nahi dekha??๐
Akshara: Naitik.. woh..๐ณ
Naitik: ab yeh woh woh chodiyee.. (he immedialy catches round her waist n kisses her on her both cheeks.. akshara blushes n hugs him.. they remain like that for sometime.. after sometime..)๐ณ
Akshara: naitik.. aap yaha kaise aaye? Yaha se neeche jump karna easy hai.. lekin upar aana easy toh nahi hai..
Naitik: haa isiliye toh mein shourya daadu or mohit ka help liya..
Akshara: kya???๐ฒ Matlab woh log bhi yaha hai??
Naitik: haa yaha hi hai.. neeche hai.. (she immediately moves near the boundary wall n sees down where both r der.. akshara is shocked n again comes near naitik..)
Akshara: naitik.. aap bhi naa.. bilkul besharam hogaye hai.. mujhe milne keliye dada aur mohit ko lekar yaha aagayee.. woh neeche hai aur hum yaha yeh sab kar raha hai.. aap bhi naa.. dhatt..๐ณ
Naitik: kya karta madam.. aajkal aap se milna bhi bahut mushkil ho raha hai..
Akshara: lekin naitik hum sabke saamne toh lad rahe hai na.. toh daadu aur mohit ko kaise manaliya??๐ฒ
Naitik: mein kisi ko request kar ke nahi manaya.. black mail karke laya hu ..
Akshara: kyaa??๐ฒ
Naitik: haa recipe dene ka deal karke unhe manaya..
Akshara: acha.. aap bhi bahut smart ho rahe hai..๐
Naitik: aap keliye pagal bhi hona mujhe manzoor hai..
Akshara: dhaatt..๐ณ (they both lost looking into each other.. In the mean while shourya n mohit r discussing down)
Shourya: sach mein hum log bahut bewakoof hai..
Mohit: haa.. yeh naitik humare saamne bhabhi se lad rahe the aur doosri taraf unse chakkar chal raha hai.. aur hum?? Hum bewakaaof ki tarah hamare patniyon se sach much lad kar mushkil mein pade hai..๐ก
Shourya: haa yaar.. ab varsha mujhse bahut naraz hai.. pata nahi mein use kaisa manao..
Mohit: mujhe bhi yahi samaj mein nahi aa raha hai.. upar se yeh naitik upar romanace kar raha hai.. aur hum yaha uska intazaar kar raha hai๐ก.. (mohit gets even more anger.. he gets irritated.. n starts calling naitik)
Mohit: naitik.. aur kitni der karogee?? Jaldi se neeche aajaoo.. (akshara n naitik comes to this word)
Naitik: haa yaar.. aa raha hu.. (he was about to get down.. but then stops)๐
Naitik: akshara.. aur ek baar aisa karlijiye naa..๐
Akshara: kaisa??๐ฒ
Naitik: waise mein aapka ball pakadne vakth apnea ankh wink kiya naa.. waise..๐ณ
Akshara: nai.. abhi nai.. aap jayiye..๐ณ
Naitik: nai mujhe chahiye.. warna mein yaha se nahi jauunga..
Akshara: naitik.. acha theek hai.. (she winks)๐.. ab aapka icha poori hua?? Jayiye jaldi se.. (she helps in naitik getting down.. naitik get down.. n they r about to go from der..)
Akshara: naitik.. rukiye.. aapne recipe nahi li.. woh mere paas hi hai..
Naitik: haa.. meine toh bhool hi gaya.. ๐ฒ
Mohit: kya??๐ฒ Bhool gaya?? Aakhir hum yaha kyu aaye??๐ฒ Us recipes chit ko lene keliye hi naa.. phir tu usko lena hi bhool gaya?? Toh tu ithni der upar kya kar raha hai??๐ฒ
Naitik: arrey woh.. woh.. woh toh mein yeh pooch raha tha ki samosa kaise banta hai..๐
Mohit: acha.. tera chehra dekte hi pata chal gaya ki tu upar kya kiya.. lekin hum phir se tumhe balcony chadane mein help nahi kar sakte.. hum log bahut thak gaye hai..
Naitik: arrey phir se balcony jaane ki kya zaroorath hai.. akshara us chit ko neeche throw karegi.. hai naa.. (he asks akshara to throw the chit n she throws it.. naitik catches it..)
Shourya: arrey pehle hum aise kar sakte hai naa.. lekin kyu hum ithni mehnat kar ke naitik ji ko upar beja??
Mohit: haa yaar.. hum ne socha hi nahi.. hum mehnat kar ke naitik ko help kiya.. yeh aaram se apni patni ke saat khushiya manaya.. aur hum bewakoofon ki tarah neeche intazaar kr rahe the..๐ก
Naitik: acha acha tum log baad mein jalayiye.. aur jaldi chalte hai.. vaha sab log recipe ka intazar kar rahe hai..
They goes n gives the recipes to all.. n all decides who to do what.. Naitik has to do gulab jamoon n laddoo for meetha n soup.. mohit n Nikhil to do roti's.. shourya to make paneer ki sabzi n aalu ki sabzi.. vishambar to make dal chawal.. DJ to make samosa's, kaka n RB to cut n chop all the vegetables they required..
All starts the work.. All r busy in preparing their respective items.. RB is cutting the onions n crying.. DJ is making samosas.. he fries one samosa n asks RB to check the taste n say how it is.. RB happily eats it n says its very awesome n tasty๐.. DJ becomes happy n starts making remaning.. he fries the 2nd one.. this time RB eats it without dj saying.. DJ smiles.. RB eats the 3rd n 4th one too.. DJ irritates.. but leaves.. RB eats the 5th one too... DJ gets angry..๐ก
DJ: Rajbanna.. tu ke kar raha hai.. humne ek chakhne ko kaha.. aur tu sab ke sab khate jaave hai.. sab tune khaliya toh sab kya khavoge?? ๐ก(he rolls his eyes)
RB: Daddaji.. aap bilkul theek keh rahe hai.. bas iski khushbu dekhke humse raa nahi gaya.. (DJ gives an angry look n starts making again)
Naitik: arrey mera laddoo kaha hai.. abhi abhi do banaye the.. yahi pe rakha hai.. kaha gayab hogaye??๐ฒ
DJ looks angirily Rajbanna.. ๐ก
RB: nai nai daddaji.. sach mein yeh laddoo meine nahi khaya..
DJ: toh koun khave hai..๐ก
Naitik: acha.. chodiye daddaji.. mein hi idhar udhar rakhkar bhool gaya hoga.. mein phir se banaleta hu.. (Naitik makes another one.. again it disappears..)
Naitik: arrey phir se gayab hogaya..๐ฒ
DJ: Rajbanna tu sach sach bol.. tumhe bhook lage toh theek se khao.. aise chup chup ke kyu??๐ก
RB: nahi daddaji.. meine sach mein nahi khaya..
All gets confused n starts their work.. this time naitik decides to observe his laddoos.. he again makes 2 more laddoos n keeps it in the plate.. n keeps an eye on it.. a hand comes to take laddoo... Naitik catches the hand n it is none other than anshu
Naiitk: arrey anshu.. tu?? Toh yeh tumhara kaam hai??๐ฒ
Anshu: sorry jeeju.. aapka laddoo bahut acha hai aur bahut tasty bhi hai.. isiliye.. ๐(omi scolds him for his mischief.. but DJ says to leave him as he is a child..)
All d men n boys become very busy in cooking.. All girls n women come to see how the men r cooking.. they starts seeing them from far.. men doesn't observe this.. they r busy with der work..
Gayatri: bhabhimaa.. aap apne devar ji ko dekhiye.. kaise ro rahe hai us pyason ko kaat the hue... (she laughs)๐๐
Bhabhima: haa choti dulhan.. unko aadat nahi hai naa.. isiliye unko zyada hi takleef ho raha hai.. aur tere daddaji ko dekhoo.. kaise samose bana rahe hai.. hamesha gambheer rehne wala tumhare daddaji aaj rasoyi mein kaam kar raha hai.. (both G3 n BM laughs)๐๐๐
Varsha: akshara.. un logon is tarah rasoyi ka kaam karte hue dekhte bahut acha lag raha hai naa.. (she laughs)๐๐
Akshara: haa haa.. acha toh hai.. lekin daddaji ko sach pata chale toh hume bahut datenge..
Varsha: hume kyu?? Daddaji se thodi naa hume jhoot bhola hai?? Ladkon ne kaha naa.. toh unhe hi woh daant milegaa.. hum maa aur sab ko ache se manage karlenge.. tum daroo mat..๐
Rashmi: bhabhi Nikhil ko dekhiye.. kaise aata goondh raha hai.. bade body builder hai naa.. phir bhi aata goondna bhi nahi aata.. ๐๐
All girls laugh.. all enjoys seeing boys hardwork while cooking.. finally dinner is ready.. n boys make arrangements of the table n invites all girls.. when akshara is about to sit naitik signals her not to sit der n shows another direction indicating to come der.. akshara also escapes from der silently.. Naitik also tries to escape but mohit n shourya catches him..
Shourya: Naitik ji kaha ja raha hai.. aap yahi rukiye..๐
Naitik: kahi nai.. bas aise hi..
Mohit: hume pata hai ki tu akshara bhabhi se milne jaa raha hai.. lekin hum jaane nahi denge.. jab hamari patniyon se hum alag hai toh hum aise kaise tumho jaane dete??
Naitik: acha.. theek hai.. mein abhi abhi jakar daddaji ko sab batadeta hu ki yeh sab tumhari vaje se hua hai.. tum hi ladkiyon se jhagadkar unse jhoot bola.. daddaji ke paas jaauuu??๐
Mohit: arrey tu utna serious decision mat lo yaar๐.. mein aise hi tumhara taang keech raha hu.. hum thodi naa tumhe aur bhabhi ko alag karte hai.. tum jaaoo naa.. yaha sab hum dekhte hai na.. daddaji ke baat chodo.. please..๐ญ
Naitik: very good.. hum dono keliye khana vaha door se ek table hai na.. vaha rakho..
Mohit: mein???๐ฒ Arrey mere saara jeevan tumhe bhabhi se chup chupke milane keliye.. balcony par chadne par help karne keliye ankith hua hai๐๐ญ.. ab aap logon ko khana bhi serve karta hu.. isme kya hai.. yeh sab mera bhagya hai.. (he laughs sarcastically..)๐ญ๐ญ
Naitik: tu jaldi le aanaa..
Naitik goes n sits with akshara.. Mohit places all the items der n goes off from der..
Akshara: wow naitik.. aap sab logon ne milkar bahut acha khana banaya hai.. iski khushbu bhi bahut acha hai.. lagta hai khana bahut tasty hai..
Naitik: arrey recipe kiski hai?? Aapka recipe hai toh acha hi hoga naa.. chaliye mein aapko khilata hu.. sab se pehle aap apna muh mere laddoo se meetha karlijiye.. yeh mere apne hathon se banaya hai.. (he feeds her laddoo)
Akshara: bahut acha hai naitik.. bahut tasty hai.. yummy..
Naitik: ab aapka soup.. (he feeds her the soup).. ab mein soup banana ache se seekhliya..
Akshara: its perfect naitik.. bahut acha hai..๐
He feeds her all the items.. he too eats.. they enjoy some precious moments together alone..
Naitik: hum yeh sab banana mein kaafi mehnath toh ki hai lekin isse zyada hame khoob enjoy kiyaa.. aapko patha hai jab mein laddo bana raha tha woh ban hi nahi raha tha.. mein use ball ki tarah press kar raha tha aur woh baar baar toot gaya tha.. bade mushkil se pehla teen chaar laddoo banaya.. baaki aaram se hogaya.. (Akshara laughs)๐๐
Naitik: aur mohit.. uske bare mein toh poocho hi mat.. bechara ek ek roti banane keliye woh khoob mehnat kiya hai.. kitni baar bhi kare woh gol nahi ban raha tha.. haa lekin un roti mein gol gol holes toh zaroor hai.. (akshara laughs even more..) aur hum sab ne use tips dekar baar baar try kar ke finally aap ne dekha naa is shape mein aaye the.. (akshara laughs)
Naitik: aur aapke shourya daadu.. woh paneer ko lekar bahut pareshan the.. n bauji pyas kaat kaatke ithna roya ithna roya ki zindagi mein kabhi bhi woh ithna roh nahi hogi.. (akshara laughs n laughs catching her stomach.. naitik also loving to c akshara smiling like this..)๐คฃ๐คฃ
Naitik: daddaji ke bare mein toh kehna hi bhool gaya.. aap ne woh sabzi samose ke andar kaise rakte hai likhna bhool gaye.. aur daddaji ko kithni vakth sochne par bhi yeh samajh nahi aa raha tha ki us sabzi ko samose ke andar kaise rakthe hai.. finally hum sab ne soch soch kar solution find our karliya hai.. pehle samosa banathe vakth daddaji ka chehra dekhne layak the.. unhonne aisa tense hai ki jab ki woh board exams ki pareeksha de rahe hai.. (akshara is very tired in laughing.. but still its uncontrollable.. she keeps on laughing..)๐คฃ๐คฃ
Naitik: aur aapke bauji..
Akshara: Please naitik.. aap aage kuch mat kahiye.. mein aur nahi has paungii.. oh my god.. mera paet dukh rakha hai.. kitne dino baad mein itna hass rahi hu.. enough.. ๐คฃ๐คฃ
They both remain laughing.. shourya asks mohit to give gud ki kheer to naitik which naitik had made especially for akshara n he forgot to give them before.. mohit goes der..
Mohit: haisye sir hasiye.. hum sab log waha phas gaye hai.. aur aap log yaha enjoy kar rahe hai.. (akshara laughs seeing mohit.. but tries to stop it)๐ก
Akshara: sorry mohit.. aapko dekthe hi mujhe woh roti aur uske andar gol gol holes yaad rahi hai.. isiliye mein control nahi kar paya..๐๐
Mohit: arrey usme kya hai bhabhi.. haisye.. lekin mein nandini ko manane keliye ek tip dedijiye naa please..
Akshara: zaroor.. kyu nai.. nandini didi ko kavita bahut pasand hai..
Mohit: please bhabhi ab mujhe kavita likhne keliye mat kahiye.. agar mein kavita lekhu toh nandini mujhe direct divorse dengi hai.. ( 3 of them laugh)๐๐๐
Akshara: nai nai.. mein nandini didi ki tabhyat kharab nahi karna chahti hu.. aap uthni takleef mat lelijiye.. nandini didi ki pehala pyar par ek kavitha yaad hai naa aapko.. aap vahi ek baar use suna dijiyee.. chutkiyon mein chehre per muskurahath aajati hai..๐
Mohit: wowww.. bahut acha idea bhabhi.. thanku so much.. (Nikhil overhears that n joins them)๐
Nikhil: bhabhiji.. please mujhe bhi rashmi ko manane keliye idea dedijiye naa..
Akshara: haa.. rashmi ko manaana bahut aasan hai.. ek naye ghadi (watch) yaa dress gift karlijiye.. bas.. woh bahut khush hojayegi.. (shourya also joins them)๐
Shourya: akshara.. mujhe bhi..
Akshara: daadu.. aapko tips lene ki zaroorath hai kya?? Aap hamesha ki tarah aur ek joke varsha ko sunalijiye.. bas.. (All laughs)๐๐๐
Finally all completes der dinner.. n the boys n girls tells all actually what had happened the before day n asks sorry for all.. the elders too forgive them as they also enjoyed the day completely well.. all r very happy.. All goes to their rooms..
The next day all the members spend the complete day together by playing small small games chit chatting.. visiting the local sites.. shopping.. all enjoy the togetherness.. finally in the evng all starts back to Udaipur n they reaches their houses at night.. All r so exhausted n tired.. they simple sleep..
Precap: Naitik n akshara making arrangements for their trip n Naitik angry with Akshara...
https://www.instagram.com/p/DNMgfNtzFf4/?igsh=MWZhNGtld3lucDRkZQ== Ar asks Geetanjali why she is coming in between maa beti Abheera is her real...
This useless character is so dependent on bro ke he legit asked his family who pampered him to go and die...
116