Originally posted by: beautiful16
🤣🤣🤣 mirchi k loddooo khayi hai aksh ne??? kya teekh teekha bol rahi thi yaar.... munna ka munh dekha kitna chota ho gaya tha... achcha nahi lagta yaar...😔
sharbat-e-jannat peelakar maamla suljha nahi sakte kya??? 😆 😆 kalse Naitik ka munh latka hua hai...n kal se Akshara uff uff mirchi hui jaa rahi hai....kabtak yeh chalega..?? i don;t think Akshara jaldi maanegi...hamari dushmano ki kami nahi hai yaar.....
6