Originally posted by: Mihrimah
kya kya kya???😲😲 😲Mukhiji itne asanskaari bangaye ke unnko raat tak ka bhi intezaar nahi hua?😲 dopeher mein hi shuru hogaye apna Emraan Hashmi☺️😎 inn jhumko mein koi tonic hai kya?😆 Rami ki baba ka diya hua ke unhe dekhte hi Mukhiji ka Dhoti dheela hojata hai?☺️🤣
tumne kurta utara...dhoti kyu nahi utara? agle OS mein Dhoti Utarrne ki baat zaroor ana chahiye...yeh sabse ahem mudda hai☺️😎