Originally posted by: desi gurl
I think this is a song for Ashmit... Ashmit sings:
Nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
Aashiqui chaahta hai, zindagi ujaadta hai - 2
Roke ruke na kabhi yeh
Kisi ki kahan maanta hai, maanta hai, maanta hai
Yaadon mein khoya rehta hai
Vaadon mein dooba rehta hai
Mushkilein paida karta hai
Bada badnaam karta hai
Nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
Nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
haha! How about this one:
Main aisa kyun hoon?
Main aisa kyun hoon?
Main aisa kyun hoon, main jaisa hoon mein waisa kyun hoon?
Oa Ae Ie Ay Ae Oa😆