Aur ek shaddi se talaak ke bagair dusree shaddi ko koi manyata nahi hai..
samaaj me ichcha uthne aur baithne ke bhi layak nahi hai...
veer agar ichcha ko samaaj me bhi izzat dilana chahta hai to usse pehle dobara divorce ke papers banwane hoge aur phir se tapasya thakur bundela ke dastkhat lene hoge.. usske baad shayad usse nayayalay me submit karna hoga.. phir I think nayaydhesh dono parties ko notice behjege.. phir dono parties shayad waha jayege.. phir judge dono se sahmati ke bare me poochega.. phir ye sab sun kar wo apni dasthkhat unn papers par karega..
phir shayad dono ka legaley DIVORCED hoga..
aur phir 'tapasya veer singh bundela', keval 'tapasya' ho jayegi..
phir veer ko ichcha ke saath court marraige kar ke shaddi ko registared karani padegi..
Tab ichcha ko har jagah izzat melegi aur wo tab apne huk ke liye ladh bhi payegi..
Phir veer happy, ichcha happy and tapasya like a free bird...
waise veer ko kuch karne ki jarrorat nahi hai kyueki tapasya khud he itni galatiki hai ki sab ko advantage mill he jata hai..
i agrre wid u iccha as of now has no izzat in d society just a lousy stupid person,joi izzat nahi hai widow hain par abhi bhi new sarres make up sringar karti hai