ichcha ne to sirf shadi karei aur ek jhatke me sab kuch cheen liya no problem tapasya ne bhi uske saath galt kiya tha iss liye usne uska pati cheena koi baat nahi
par abb to uske paas kuch bhi nahi hai kam se kam apne pyaar ka ek bachcha to paida karne ka huk tha use
wo bhi creative ne cheen liya maan karta hai leghter ka boot pani me bhigoke itna mara jaye ki halat kharaab ho jai.
abb isse badi bheekari ladki koi na hogi.